• Categories
  • Love Quotes SMS   174
  • Dil ki hasrat zuban pe aane lagi Tune dekha aur zindagi muskurane lagi Ye ishq ki inteha thi ya deewangi meri Har soorat me soorat teri nazar aane lagi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Dil Tujhe Dekhkar Deewana Hua Jata Hai Tumhari Husn E Shama Ka Parwana Hua Jata Hai Jaane Kya Baat Hai Ki Jabse Tum Mile Ho Jaan Ka Dushman Meri Jamaana Hua Jata Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Usne ek din meri hatheli pe, Badi masumiyat se apni Nazuk si ungliyo se likha, "Muje pyar hai tumse" Jane kesi syahi thi, Wo lafz mite b nhi aur Aajtak dikhe b nahi...
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Bhul Jana Yaron Itna Aasan Nahi Hota, Zakhmon Ke Nishan Mitana Aasan Nahi Hota. Mana Ho Jisne Yaar Ko Khuda, Unko Chhor Jana Asaan Nahi Hota…
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • One Day Pages Of My Life Will End. But If I Get A Chance To Read It, It Will Open Where I Met U. Because U Are One Of The Mst Butiful Chapter In My Life.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Zindagi Ka Lutf Hai Mit Jaane Mein, Paane Mein Kahan Maza Lutt Jaane Mein, Main Sharabi Hoon Mujhe Pyar Maikhane Se, Maza Peene Mein Nahi, Peeke Bahek Jaane Mein.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lage Koi Accha Ab Is Kadar Na Lage Aapko Dekha Hai Bas Us Nazar Se Jis Nazar Se Aapko Nazar Na Lage.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Meri Khushiyon Ko Mitaane Par Tuli Hai Duniya Dekh Kar Mera Aashiyan Jaane Kyon Jali Hai Duniya Mere Hontho Par Tabssum Kya Sajne Lage Fir Purane Dushmano Ki Tarah Mujhse Mili Hai Duniya.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Pee K Raat Ko Usko Ham Bhulane Lage, Sharab Me Gum Ko Gholkar Khane Lage, Yeh Daru Bhi Kambakht Bewfa Nikli. Nashe Me Vo Aur Yaad Ane Lage..
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Jaise Kashmiri Jheelon Ki Aagosh Mein Nanhe-Nanhe Sitare Utar Aaye Hon Raat Un Neeli Aakhon Mein Kuch Aise Hi Aansuon Ke Diye Jhilmilate Rahe.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Ulat Ke Reh Gayi Sab Tadbeerein Zamane Ki, Koshish Jab Bhi Humne Ki Kabhi Muskurane Ki. Aaj Voh Hi Dekhkar, Katrakar Gujar Jaati Hai, Kasam Jisne Khayi Thi, Umar Bhar Saath Nibhane Ki.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Tum Kahte Ho Mai Tumahri Zindagi Hu ! Tumhari Baat Theak Hai, Lakin Ae Jaan.. Itna Bata Do..! Tumhari Zindagi Me Mai Kahan Hu..?
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Kisi Se Kisi Ka Pyar Juda Na Ho, Ae Khuda Be-Asar Meri Ye Dua Na Ho, Bhara Hai Meri Aakhon Mein Ashkon Ka Sagar, Uski Maut Per Koi Rone Wala Na Ho.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Jab Bhi Jikar Hoga Mera, Kabhi Tumhare Samne, Tanhayi Mein Jakar Ashk Bahut Bahaya Karoge. Meri Zindagi Ko Rota Tadapta Chhodkar, Tum Apni Bewafai Per Bahut Pechtaya Karoge.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Kabhi Socha Nahi Tha Ke, Hum Par Aise Bhi Din Aanyege, Apana Banana Chahenge, Par Kisi Ko Bana Nahi Panyege. Suna Tha Gair To Namak Chhidka Hi Karte Hain Zakhamon Par, Par Pata Nahi Tha Ke Kabhi Apne Bhi Tadpanyege.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Saans lene se bhi teri yaad aati hai, Har saans mein teri khushboo bas jati hai, Kese kahoon ki saans se main zinda hoon, Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Rule of BOYS ?PHulo ki mAhak ko ChurayA nahi jata, suraj ki kirNo ko chupaya nahi jata, kitni Bhi soHni Ho Girlfrnd Apni, Dusro ki Girlfrnd ko Bhulaya Nahi jata..
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Ye meri Zindagi ki sab se Badi tammana hai sanam Kaash...!! Tum rehte mere pas..."meri sans ki taraha...!!!" ♥Ye meri Zindagi ki sab se Badi tammana hai sanam Kaash...!! Tum rehte mere pas...
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Bithakar Samne Jee Bhar Kar Deedar Kar Lena Ek Roj Baahon Mein Bhar Kar Pyar Kar Lena Meri Majboori Samjhana Shikva Na Koi Karna Main Teri Hi Rahoongi Mera Aitbar Kar Lena.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes SMS