Chuhe ne kiya sherni ko prapose,
Gift diya usne red rose,
Sherni ne kaha surat aine me dekh,
Chuha bola surat pe mat ja pagli,
Confidence to dek..
Hahaha
Computer Engineering Field Ki Larki, Ko Kisi ladke ne cheda, uska ghussa aise nikla . . Pedaishi Error, . . Virus k Bachey, . . Excel ki currupt file . . 1 Click Marungi to Zameen Se Delete Ho k Qabar Me Install Ho Jayega.!
प्रेमीका:मैं जा रही हूं किसी और के पास तुम मुझे भूल जाओ.
प्रेमी:न तेरे आने की खुशी, न तेरे जाने का गम, जाओ बहन जाओ, जी लो अपनी जिंदगी, दूसरी पटा लेंगे हम!
Kal Raat Chand bola-
Tumhra Dost Tumhe Msg Nhi bhejta
Tum b mat bheja karo
Mai gusse se bola-
Oye..!
Tameez se baat kar,
Koi-koi dost,
Gareeb Bhi hote h
Aayine Par Bhi Parda Kar Ke Dekha,
Khud Ko Bhi Humne Tanha Kar Ke Dekha,
Pata Chal Gya Hume,
Kitni Mohabat hai Aapse,
Jab Teri Yaad Ko Dil Se Juda Karke Dekha.
Ek Kamine Dost Ki Kami Kab Mahsoos Hoti Hai ??
.
.
.
.
.
.
.
Jub Tum Akele Bethe Ho Aur Ladkiyo Ka Gourp Dek Rahe Ho.
.
Aur Tumare Pass Koi Nahi Ho Kahne Wala :
.
.
bC Mast Item Hai Yaar, ;-)
Ek ladka apni girlfriend ko le ke ghumne jaata hai.
aur bahut tez barish ho jati hai
Socho bahut tez barish me kya hua hoga..???
.
Socho..
.
Socho..
.
Nahi pata..
.
Ladki ka makeup utar jata hai..
& Ladka dar ke bhaag jata hai..!!
"Kismat HI Kharab HAI
Santa Ne puri Raat Mujra Dekha..
.
.
.
Mujrewali:" Saheb,
Humne Aapko Khush Kiya ab Aap Hume
Khush Kar Do..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa:" Achha To Ab Tum Betho, Mai Nachta
Hu...
Ps"
"Ladki Gallary Se Nahi Salary Se Pat ti Hai .
Patni aur Kashmir me
kya samaanta hai...?
.
.
.
.
.
.
.
Waise to dono hi
samasya he...
par...
Padosi dekhe to
gussa aata he.. "
1 Chhoti si Ladki shop me gai or boli:-
Jab mai Bali ho daungi to Mujhchhe chhadi taloge?
Shopkeeper(Has ke):- Ha karunga.
Ladki boli: To apni hone wali wife to Choclete do..
Pappu: Yaar Achha Hua Main India
Me Paida Hua, America Mein Nahi.
Chintu: Q America Mein Paida
Hota To Kya Ho Jata..?
Pappu: Tu Bhi Na Yaar, Tujhe Pata
To Hai Mujhe English Kaha Aati Hai.
Girl (sharmate hue): Ye Pyar kya hota hai?
Boy: pyar ka rishta 2 insano me wohi hota hai jo cement or rait ke darmiyan pani ka hota hai
For Example
Ladka = Cement
Ladki = Rait
Love = Pani
ab agar cement or rait ko Aapas me mila diya jaye to wo strong nahi honge
lekin agar in me pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta.
.
.
.
Girl (hanste hue): kamine tu shakal se hi Mistri lagta hai.??
Pappu Ki Class Mein Ek Nayi
Teacher Aayi Aur Sab Bachon Se
Unke Naam Poochne Shuru Kar Diye,
Pappu Ki Baari Aayi To
Teacher Ne Poocha,
Teacher: “Beta, Aapka Naam Kya Hai?”
Pappu Zor-Zor Se Rone Laga,
Teacher Ne Poocha
Teacher: “Bache Aap Ro Kyun Rahe Ho?”
Pappu Rote Hue: “Meri Mummy
Mere Papa Ko Kutta Kehti Hai
Aur
Mere Papa Unko Billi, Mujhe Samajh
Nahi Aata Ki Main Pilla Hoon
Ya
Billa“