Ek Boy ne ek Girl ko Call kiya......
...
Boy- I LOVE U JAAN.
..
Girl- sacchi.
..
Boy- mucchi.
..
Girl- accha to ek 100 ka recharge karana...
..
..
..
..
..
Boy- Sorry Didi worng number.....:-*
Djsumit
Teacher: “Bacho Batao, Jaan Kahan Se Nikalti Hai?”
One Student Stands: “Sir, Khidki Se.”
Teacher Shock: “Khidki Se, Wo Kaise?”
Student: “Kal Jab Me Aapke Ghar Tution k Liye Jaldi Aa gaya tha To Aapki Bivi Ek Tapori Aadmi se Kah Rahi Thi Jaan Tum Khidki Se Nikal Jao.”
Teacher Shock, Student Rock
Boy: i love u... Girl: sorry but I love
sum1 else... Boy: ok your happiness
matters me more than ur
love... . . . . . . . . . . . . . Moral: moral
voral kuch nahi jaha apni bezzati ho
rahi ho waha acha dialogue maar ;
............ARZ KIYA HAI.............
Itna kamjor ho gaye hain teri judaai me.
Itna kamjor ho gaye hain teri judaai me .
Ki cheenti bhi ab kheench le jati hain char payi se,..?
ग्राहक - भाई चूहे मारने की दवाई देना :unamused: :unamused: . दुकानदार - घर ले जाना है ? :blush: :blush: . ग्राहक - नही चूहा साथ लेकर आया हूँ ,इधर ही खिला दूँगा :mask: :mask: :joy: :joy: :joy: :joy:
Facebook ek Mandir hai . Page ek Murti hai Status prasad hai . status Update karne wala Pujari hai . status padhne wala bhagthai . status padhke"LIKE" na kare .... Wo mandir k baharbaitha BIKHARI Hai
Maine darwaza khola to uski ankho me ansu, chehre par hansi thi,
.
.
Sason me aahen, dil me bebasi thi,
.
.
.
.
Pagli ne pehle nahi bataya ki
.
.
.
.
.
.
.
Darwaze me uski ungli fasi thi...