Tum Nahi Tumhari Tasvir Ko Hi
Rang Laga Denge, Kuch Is Tarah
Se Hum Apni Holi Mana Lenge,
Tumhari Hasin Yaado Ko
Gulal Samajh Kar Apni Zindagi
Ke Kore Kagajh Pe Saja Lenge.
Mandir Ki Ghanti, Aarti Ki Thali,
Nadi Kinare Suraj Ki Lali,
Zindgi Mai Aaye Khusiyo Ki Bahar,
Aapko Mubarak Ho Holi Ka Tyohar.
Happy Holi To You And Ur Family.
Jab D K Boss:runner: Song Me Bhag Sakta He, Pappu:person_with_blond_hair: Pass Ho Sakta Hai, Shila:dancer: Jawan Ho Sakti Hai, :bride_with_veil:Munni Badnam Ho Sakti Hai to Kya Main Ek Din Pehle Holi Wish Nahi Kar Sakta?, Happy Holi In Advance! :grinning::joy::grinning::joy::grimacing::smiley::laughing:
Is Holi Me Tere Gaalon Pe
Gulaal Lagana Hai, Tujhe
Sunhere Rango Me Bhigana Hai
Tujhe Apni Baahon Me Utha
Ke, Mere Honto Ko Tere Honto
Se Milana Hai Happy Holi.
जीवन के हर रंग दोस्तों से है, कोई लाल, कोई नीला, कोई हरा, कोई पीला, पर जब भी आपको देखते है, दिल बस यही पूछता है, यह नया रंग कोनसा है… Happy Holi :sweat_drops::person_with_blond_hair::sweat_drops::relaxed::sweat_drops::person_with_blond_hair::sweat_drops:
"Punam" Ka Chand "Rango" Ki"doli".
Chand Se "Uski" "Chandni" Boli.
"Khushiyon" Se "Bhar" De "Sabki" "Jholi".
"Mubarak" Ho" Aapko Advance Mai Holi"
"Happy Holi To You And Your Femily.
Jeewan Ke Har Rang Dosto Se Hai,
Koi Laal, Koi Neela, Koi Hara,
Koi Peela Par Jab Bhi Aapko Dekhte
Hai Dil Bus Yehi Puchta Hai, Yeh
Naya Rang Konsa Hai. Happy Holi.
Radha Ke Rang Aur Kanhaiyya Ki Pichkari, Pyaar Ke Rang Se Rang Do Duniya Saari, Yeh Rang Na Jaane Koyi Majhab Na Boli, Mubarak Ho Aapko Khushiyo Bhari Holi
Humse Khelo Holi To Asli Maza Aayega, Rango Ka Asli Matlab Tumhe Samajh Aayega, Chaho Bhi To Na Bhula Paaoge Kabhi, Holi Ka Ye Mausham Tumhe Aisi Yaadein De Jaayega.