Na ishq kar mare yaar yeh ladkiya (girls) bahut satati hai,
na karna in par aitbaar yah kharcha bahut karwati hai,
recharge tum karwa ke dete ho aur number mera lagati hai..
Na Ishq Kar Mare Yaar yeh Ladkiya Bahut Satati Hai, na Karna In Par Aitbaar yah Kharcha Bahut Karwati Hai,, recharge Tum Karwa Ke Dete Ho aur Number Mera Lagati Hai …
Dosti karo BSNL wali se, . . . Pyaar karo IDEA wali se, . . . Baat karo VODAFONE wali se, . . . Ankhe ladao AIRTEL wali se, . . . Par shaadi karo bina mobile wali se...
Wo ishq to karti hai par janon nahi karti.
Wo katal to karti hai par khon nahi karti.
Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali
Mis call to karti hai phon nahi karta…
Ha Ha
Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha Ha
Ha Ha Ha
Ha Ha
Kuch Nahi Aise Hi Teri Sakal Yaad Aa Gayi Thi.
Dil badal na dena , SIM card ki tarah
Dosti low mat karna , battery ki tarah
Pyar kam na karana , balance ki tarah
Bich me chhod na dena , network ki tarah
Hamesha mera sath nibhana , charger ki tarah…
Dekho kitna zalim hai ye zamana jo hume tumse milne se rokta hai,
jabbhi koshish karte hai tumse milne ki yahi keheh kar tokta hai,
ki mat jao us kutte ke pas wo to sabko dekh kar bhonkta hai.....
Tum haseen ho to hum bhi kuch kam nahi
Tum mehlo ki ho to hum bhi sadko ke nahi
Pyaar kar ke kehti ho ke shaadi shuda hoon
Kaan khol kar sun lo Kunware hum bhi nahi.
Julfo Me Foolo Ko Saja Ke Aayi Hai,
Chehare Se Dupatta Utha Ke Aayi Hai,
Kisi Ne Puchha Aaj Badi Khubsurat Lag Rahi Ho,
Mane Kaha Shayad Aaj Naha Ke Aayi Hai…
School se hasil ki hum ne education
Phir bhi na samajh paaye dil ki difinition
Dil k darwaze pe likh diya no admission
Phir bhi ap chle aaye without permission.