• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Mosam Badla Thand Suru Ho Gai Apke Msg Ke Bina Zindagi Tang Ho Gai Kya Apke Inbox Me Msg Ki Kami Ho Gai Ya Fir Hamare Msg Padkr Bolti Bandh Ho Gai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Log Kehte Hai Ki Pyar Ek Aisi Bimari Hai, Jiski Koi Dawa Nahi Hoti, Hum Kehte Hai Bewfai Ek Aisi Dawa Hai, Jisse Ye Bimari Dubara Nahi Hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • STUDENT KE DARD KO UNIVERSITY KYA JANE COLLEGE KE RIVAZO KO PARENTS KYA JANE HOTI HAI KITNI TAQLEEF EK PAPER LIKHNE ME WOH PAPER CHECK KARNE WALE KYA JANE.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ladkiya hame na pasand kare iska hame koi gam nahi?.. Ladkiya hame na pasand kare iska hame koi gam nahi?.. Badnasib hai woh ladkiya jinke nasib me hum nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Badal garze Shor ke saath Barish hui badi zor ke saath Har pal dhyan rakho apni galfrnd ka kahi thand ke mare so na jaye kisi aur ke saath...!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Chala Ja Message Tu Banke Gulab Hogi Sachi Dosti To Ayega Jawab Na Aaya Jawab To Mat Hona Udaas Samjh Lena Bartan Saaf Kar Rahein Hain Janab…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Talab Ka Pani Sukh Jata Hai, Par Pani Sukhta Nahi Jheel Ka! Meri Janeman Yaad Rakhna Ki, Har Bimari Ke Dawa Hai ! Par Dawa Nahi Hai, GHAYAL Dil Ka!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kia hai.... Pyaar main jo kabhi pakde jaao... Pyaar main jo kabhi pakde jaao... Der na karo, Foran bhai bahan ban jaao....
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • tujay chanay walay kam naa hoon gaay tujay chanay walay kam naa hoon gaay waqat kaay sath shahid hum naa hoongaay chahay kisi ko kitna b pyar deyna lekin teri yaadon kaay haqdar sierf hum hoon gaay
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aapke Har Gunah Ki Mafi Hai Aap Jo Roye To Bahut Na Insaafi Hai Aapki Aankho Mein Na Aaye Kabhi Pani Kyunki Behne Ke Liye To Aapki Naak Hi Kafi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Bina make-up ke ladki khas lagti hai Make-up karle to bindas lagti hai Papa ke sath jaye to udas lagti hai Par jab jaye akeli to jhakas kagti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • STUDENT KE DARD KO UNIVERSITY KYA JANE COLLEGE KE RIVAZO KO PARENTS KYA JANE HOTI HAI KITNI TAQLEEF EK PAPER LIKHNE ME WOH PAPER CHECK KARNE WALE KYA JANE.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Yaaro Mere Marne Ke Baad, Aansu Mat Bahana… Yaaro… Mere Marne Ke Bad, Aansoo Mat Bahana… Jyada Yaad Aaye, Toh Upper Challe Aana… :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ye jo ladkiyo ke gaal hote h, ladko ko phasane vale jaal hote h, chuse leti hai khoon jigar ka, tabi to hont unke laal hote he.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • MUST READ: Arre Hame to apno ne luta tha... Gairo me kahan dum tha... Meri haddi wahan tuti jaha hospital band tha. mujhe us ABULANCE Me dala jiska petrol kum tha . Mujhe RIKSHE Me isliye bithaya kyuki uska kiraya kam tha.. Mujhe doctron ne uthaya. nursonme kaha dum tha.. Mujhe us bed pe litaya. Jiske neeche BOMB Tha... Mujhe bomb se udaaya, goli me kaha dum tha.. Aur COLLEGE Me Dafnaya Kyuki KABARISTAAN Me FUNCTION THA... Lol...!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Sardar Become Shayer.... now a shayeri From Sardar Bewafa Tum Ho To Wafadaar Hum Bhi Nahi, Besharam Tum Ho To Sharamdaar Hum Bhi Nahi, Pyaar Ke Is Mode Par Aake Kehte Ho Shadishuda Ho To Kya Hua Darling? Kunware Hum Bhi Nahin
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Main ChandraMukhi Tu SurajMukhi Maine tujhse Dukhi Tu Mujhse Dukhi . To Fir ek kaam kar Bulding se Kud Ja . Tu B Sukhi Maine B sukhi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Stri Aur Purush Ke Aansuo Me Yahi Antar Hai Ki Stri Ke Aansu Farmaish Puri Hone Se Pahle Nikalte Hai Jabki Purush Ke Aansu FARMAISH Puri Ho Jane Ke Baad
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Vaat Raakhi Dil Ma,Vaat kahi na Sakya, Yaad Karya Tamne to Swaas Lai na Sakya, Puchhyu Koiea Mane Ke Tame BHUT Joyu Che? Janva Chhatay Tamaru Naam Lai Na Sakya.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jiye huye lamho ko jindgi kehte ha. jo dil ko sukun de use khusi kehte ha. jiske hone ki khusi se jindgi mile aise hi rishte ko hum dosti kehte ha..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS