• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Abe O pagal, 1 Zabardast Sher Sun Sher Bi Tu, Cheeta Bi Tu Kya Frmaya? Sher Bi Tu, Cheeta Bi Tu Or Bandron Ki Race Me "Jeeta" Bi Tu
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Boys mentality: Ye jo AAG dil me lagi h zamaane me lga dunga Uski doli jo uthi To. to to Koi baat nhi smart hu dusri fasa lunga
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Deedar ishq ki khatir jab kisi ka dil tadapta hai, Deedar ishq ki khatir jab kisi ka dil tadapta hai, Shayad isi ka naam mohabbat hota hai!!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Yeh Kaisa Tera Pyar Hai Jaalim, Dil Na Raha, Sarkari Daftar Ban Gaya Hai, Na Koi Kam Karta Hai, Aur Na Hi, Kisi Ki Baat Sunta Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz Kiya Hai.. Wo Bewafa Hai To Kya Hua,Bura Mat Kaho Usey Wo Bewafa Hai To Kya Hua, Bura Mat Kaho Usey Dusri Set Karo Aur Dafa Karo Usey
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • लड़की – बादल गरजे तो तेरी याद आती है सावन आने से तेरी याद आती है बारिश की बुंदों में तेरी याद आती है लड़का- पता है पता है तेरी छतरी मेरे पास पड़ी है लौटा दुंगा, मर मत….
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Wo Ho Jo JANUARY: Ki Dhoop Ho FEB: Ki Sham Ho MARCH: Ki Khusbo Ho APR: Ki Hawa Ho MAY: Ki Subha Ho JUNE: Ki Chaaown Ho JULY: Ki Barish Ho AUG: Ki Taroon Bhari Rat Ho SEP: Ki Rim Jhim Ho OCT: Ki Chandni Raat Ho NOV: Ki Bahar Ho AUR DECEMBER: Ki Sard Shaam Main Hamare Sath Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi. wah wah . wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi. wah wah . isse pehle mai inhe kharidata yaar unhe bakri kha gayi. wah wah.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Door Se Dekha To Kuchh Dikha Nahi…
    Dooor Se Dekhaaa… To Kuchh Dikha Nahi…
    Paas Jake Dekhaa To Kuchh Tha Hi Nahi…
    Door Se Dekha To Patthhar Dikhta Tha…
    Dooor Se Dekha… To Patthharr Dikhtaa Thaa…
    Paas Jake Dekha To… Suchmuch Patthhar Hi Thaa.
    Door Se Dekha To Paani Baras Raha Tha
    Door Se Dekha To Paani Baras Raha Tha
    Paas Gaya… To Bheeg Gaya.
    Dur Se Dehka To ‘Dharmendar’ Lag Raha Tha!
    Dur Se Dehka To ‘Dharmendar’ Lag Raha Tha!
    Pass Se Dekha To ‘Bandar’ Nikla!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Phone ke rishte bhi ajib hote hai. Balance rakhkar bhi log garib hote hai Khud to msg karte nahi hai, Muft ke msg padhne ke kitne shauqin hote hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Tohfe_me_Gulab_Lekr_na_aana Kabr_pe_Chirag_Lekar_na_aana Bahut_Pyase_h_Hm_Barso_se_ae Dost Jb_aana_to_CHIPS_aur_2_Glass BEEAR_Lekar_aana.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aye Maut Tujhe Gale Lagana Chahta Hun. Kitni Wafa Hai Tujhme Aazmana Chahta Hun. Logon Ne Bahut Rulaya Hai Mujhe. Tere Sath Mile To Logo Ko Rulana Chahta Hun.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Chand ko tod dunga suraj ko fod dunga, Chand ko tod dunga suraj ko fod dunga, Agar tum haan kahe janeman to, peheliwali ko chod dunga. . .
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz H Swarg Sbko Chahiye Pr Marna Koi NhiChahta Wah wah Swarg Sbko Chahie Pr Marna Koi nhi Chahta TOP Sbko Krna H Pr Pdhna Koi Nhi Chahta
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • PALKE YO AANKHO KI HIFAJAT HOTI HAI DHADKAN TO DIL KI AMMANAT HOTI HAI YE DOSTI KA RISTA V AJIB HOTA HAI KAVI CHAHAT TO KAVI SHIKAYAT HOTI HAI
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zami Pe Suraj Ka Ishara Aaya Hai, Samundar ki Lehro ka kinara Aaya Hai, Aap kyu Gumsum Se Baithe Hai Ab to Muskuraiye, Apke Paas humara sms Aaya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Chali jati hain wo beauty parlour mein yun, Unka maksad hain misaal-e-hoor ho jana.. Ab kon samjhaye en ladkiyo ko Mumkin nahi kishmish ka fir se angur ho jana :-P
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Na Ishq Kar Mare Yaar
    yeh Ladkiya Bahut Satati Hai,
    na Karna In Par Aitbaar
    yah Kharcha Bahut Karwati Hai,,
    recharge Tum Karwa Ke Dete Ho
    aur Number Mera Lagati Hai …
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • "USs BeWaFa Ka PiCHa KiYa MaiNe GaLi GaLi "USs BeWaFa Ka PiCHa KiYa MaiNe GaLi GaLi Fir MuZe LoGo Ne BaTaYa BeTa "ANARKALI DISCO CHALI"
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS