Mohabbat Karli Tumse Bahut Sochne Ke Baad,
Ab Kisi Ko Dekhna Nahi Tumhe Dekhne Ke Baad,
Duniya Chhod Denge Tumhe Pane Ke Baad,
Khuda Maaf Kare Itna Jhooth Bolne Ke Baad!
Wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
.
wah wah
.
wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
.
wah wah
.
isse pehle mai inhe kharidta yaar unhe bakri kha gayi.
A Chinese Couple Mr. Hoyo & Mrs. Hoyo Had White Twin Babies
They Named:
1. Jo Hoyo
2. So Hoyo
Next Year They Had One Black Baby
They Name, “Yo Ke Hoyo”!
जभी मिलती है inbox पे कुछ कहने से डरती है वो..
कब आउंगा में online इस इंतज़ार में रहती है वो..
बड़ी ही सरीफ है बात बात पे शर्माती है वो…
गुस्सा न हो जाऊं कहीं हर बात पे sorry बोलती है वो…
मेरे लिऐ आज भी थोड़ा सा वक्त खर्च करती है वो …
google पर आकर आज भी मुझे सर्च करती है वो..
Arj kiya hai:-
Bakri ne bakre ko mara seengh,
Bakri ne bakre ko mara seengh,
Bakri ne bakre ko mara seengh,
.
Fir kya hua_
Are bhai bakri bhi use seengh maregi yaar.
Dard Ka Ehsas Jab Se Ladkiyan Karne Lagi
Uff Ladkon Ki Kismat Dar-Dar Bhatakne Lagi
Husan Ke Phool Ko Perfume Se Mehkaane Wali
Yeh Ladkiyan Murjhayi To Guldaste Se Utarne Lagi…
Har taraf padhai ka saya hai
Kitabo main sukh kisne paya hai
Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne
Aur sir kehte hai dekho itni barsat mai ladka padhne aya hai
Machhar Ne Jo Kata,
Dil Mein Mere Janun Tha,
Khujali Itni Huyi Ke,
Dil Besukun Tha,
Pakda Toh Chhod Diya,
Yeh Sochkar,
Saale Ki Rago Mein,
Apna Hi Khoon Tha…
Devdas Ne Paaro Ke Ghar Ke Saamne
Susu Kar Diya,
Paro Ne Pucha, “Dev Ye Tune Kya Kar Diya?”
Devdas Bola, “Teri Bewafai Ne Itna Dard Diya Ki Aansuon Ne Apna Rasta Badal Diya.”
उम्र की राह में जज्बात बदल जाते है।
वक़्त की आंधी में हालात बदल जाते है
सोचता हूं काम कर-कर के रिकॉर्ड तोड़ दूं।
कमबख्त सैलेरी देख के ख्यालात बदल जाते हैं