Teri shiddat-e-Mohbbt k Diye Jala kr,
Shab-e-Tanhai M Tujhe DhOnda Aksr,
kbhi Teri AnkhOn M khud kO Uttarte Dekha,
kbhi Tere HOntOn ko Apne HOntOn se Lgaya Aksr,
Apni BahOn k Saye M Sula lO Mujhko,
k Teri Yaad ki DhOop Ne jlaya Aksr,
Jee mai aata Hai k Tujh Se Lipat k Roo Du
k Ab Bardasht nhi hoti judai Aksr...
Wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
wah wah
.
wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
wah wah
.
isse pehle mai inhe kharidata yaar unhe bakri kha gayi.
wah wah.
PYAR VYAR to ek bahana hai,
Aankh mile na mile LIPS ko milana hai,
Yehi style hai sab ASHIQON ka,
kya kare yaar RAJ KAPUR ka nahi IMRAN HASHMI ka zamana hai!
O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
My Boat फंसी मझधारा
Please Give Me Some सहारा
I Don’t Have Any किनारा
नहीं दिखता कोई नजारा
Please Take Fastly ANy Action
मैं बिकता खड़े बजारा
O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
Please Give Me Some Power
मैं बन जाऊं चाँद सितारा
मेरी विनती सुन लो GODA
मैं लेता नाम तुम्हारा….
Wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
.
wah wah
.
wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
.
wah wah
.
isse pehle mai inhe kharidta yaar unhe bakri kha gayi.
Ek Doctor Ki Kahani Usi Ki Jubani-
Hu Me Doctor Jaha,
Meri Wife Hai Nurse Waha,
Ye Kesa Julm Mujhe Sehna Padta Hai,
Apne Hi Wife Ko Sister Kehna Padta Hai.
School se hasil ki hum ne education
Phir bhi na samajh paaye dil ki difinition
Dil k darwaze pe likh diya no admission
Phir bhi ap chle aaye without permission.
Duniya Walo Se Chupa Kar Unki Tasveer Bathroom Mein Laga Rakhi Hai,
Wah Wah…
Duniya Walo Se Chupa Kar Unki Tasvir Bathroom Mein Laga Rakhi Hai,
Aur Har Ghadi Unka Didar Ho Isliye Julab Ki Goli Kha Rakhi Hai…