• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • उम्र की राह में जज्बात बदल जाते है। वक़्त की आंधी में हालात बदल जाते है सोचता हूं काम कर-कर के रिकॉर्ड तोड़ दूं। कमबख्त सैलेरी देख के ख्यालात बदल जाते हैं
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi. . wah wah . wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi. . wah wah . isse pehle mai inhe kharidta yaar unhe bakri kha gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Bindas muskurao kya gam hai, Zindgi me tension kisko kam hai, Yaad karne wale to bahut hai aapko, Dil se ‘TANG’ karne wale to sirf HUM hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Hansti Thi Hansaati Thi, Dil Ko Bahut Bhati Thi, Dekh Dekh Sarmaati Thi, Phir Andar Se Muskurati Thi, Aaj Pata Chala Ke Woh, Khud Toh Pagal Thi, Mujhe Bhi Pagal Banaati Thi…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kiya hai... Udhar aap majabur baithe hain.. Idhar hum khamosh baithe hain.. Baat ho to kaise ho.. Jab dono taraf do kanjush baithe hain.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था
    खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था
    वाह वाह
    फिर रस्ते पे जाके देखा तो खिडकी मै कोई नही था
    :joy::grin::grimacing::laughing::laughing:
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • A Chinese Couple Mr. Hoyo & Mrs. Hoyo Had White Twin Babies They Named: 1. Jo Hoyo 2. So Hoyo Next Year They Had One Black Baby They Name, “Yo Ke Hoyo”!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Pyara Sa Koi Sandesh Bhej Do. Dosti Ka Saccha Updesh Bhej Do. Agr Dosto Ko 1 SmS Nhi Bhej Skte To PLz Kisi Ko Apna Mobile Bech Do.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aankho se Aansuo ki Judaai kar do Dil se Ghamo ki vidaai kar do, Agar Dil na lage kahin to, . Aa jaao . Mere Ghar . ki . SAFAAi kar do.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Na DiL Ki Baazi Thi Na DiL Ka Sauda Agar De Deti Wo Hume Waqt Apna Thoda, Na Aati AaJ Ye Nobat Aur Na Koi Puchta, Sir With Water Ya With Soda.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Itna khubsurat kaise muskura lete ho, Itna qatil kaise sharma lete ho, Kitni aasani se jaan le lete ho, Kisi ne sikhaya hai.. ya bachpan se hi kamine ho
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Barish Ka Mousam Bahut Tadpata Hai Unki Yaad Aati Hai Jinhe Dil Chahta Hai Lekin Wo Aayein Bhi To Kaise Na Unke Paas Rain Coat Hai Aur Na Chhata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Tu chamm chamm kar ke aai, Aur chamm chamm kar chale gai. Me SINDUR ka Diba leke Khade thhe, Tu RAKHI Bandhha ke Chale gai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Net Banking Ke Liye Santa Ne Password Banaya, Ram Sita Laksman Hanuman Dehli Spiderman, Banta :- Yaar Itna Lamba Password Kyu Banaya, Santa:- Yaar Bank Wale Kahte Hain Ki, Password Mein 5 Carrector 1 Capital, Aur 1 Special Carractor Hona Chahiye…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Sagar Ki Lehro Ka Kinara Na Raha, Manzil Thi Par Thikana Na Raha, Chalte Chalte Raste Yu Kho Gaye, Jo Hamara Tha Ab Hamara Na Raha..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kiya hai.... Humse Kya Khata Hui Ki Mail Aana Bund Hai? Humse Kya Khata Hui Ki Mail Aana Bund Hai? Aap hi humse naraz hain ya Outlook bund Hai !!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • उसने हाथों पर मेहंदी लगा रखी थी;
    हमने भी अपनी बारात सजा रखी थी;
    क्यूंकि हमें मालूम था वो बेवफा निकलेगी;
    इसलिए हमने भी उसकी सहेली पटा रखी थी!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ek Haseena Per Nigaahe Thahri Thi, Uski Aankhe Jheel Se Bhi Gahri Thi, Thak Gaya Main Use I Love U Kahte Kahte, Phir Pata Chala Yaar Wo To Bahri Thi!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • 20th Sadi Ki Ladkiyan :- Agar Tum Mil Jaao, Jamana Chhod Denge Hum, 21th Sadi Ki Ladkiyan :- Agar Tum Mil Jaao, Purana Chhod Denge Hum…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS