• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Aap ki yaad main ek shair arz hai. Today is Monday, tommorow is Manglwar.. Wah wah Today is Monday, tommorow is Mangalwar.. I Miss u Yaar.. I Miss u Yaar.. :)
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • STUDENT KE DARD KO UNIVERSITY KYA JANE COLLEGE KE RIVAZO KO PARENTS KYA JANE HOTI HAI KITNI TAQLEEF EK PAPER LIKHNE ME WOH PAPER CHECK KARNE WALE KYA JANE.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Phool hai gulab ka kaaton se kya darna, Phool hai gulab ka kaaton se kya darna, Pyaar karte hai hum dono, Tere baap se kya darna.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • रब्बा दुःख न देना मेरे दोस्त को, चाहे मुझे सुखो का पहाड़ देदे,
    नयी साइकिल पर घूमे दोस्त मेरा, मुझे भले ही पुरानी BMW
    कार देदे…!!! ????
  • 9 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS , Whatsapp Shayari SMS
  • Dosti karo BSNL wali se, . . . Pyaar karo IDEA wali se, . . . Baat karo VODAFONE wali se, . . . Ankhe ladao AIRTEL wali se, . . . Par shaadi karo bina mobile wali se...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था
    खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था
    वाह वाह
    फिर रस्ते पे जाके देखा तो खिडकी मै कोई नही था
    :joy::grin::grimacing::laughing::laughing:
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dosti Gazal Hai Gane Ke Liye Dosti Nagma Hai Sunane Ke Liye Ye Wo Jazba Hai Jo Sabko Nahi Milta Kyoki Aap Jaisa Chahiye Nibhane Ke Liye… `
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Apne sasur kaa dhulhara hu mai. Apne bebe kaa bhi bhahut payara hu mai. Lekin yeh tho sapna tha kyo ki? abhi tak kuwara hu mai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • CID Again: Ghare Ghare Thay Chhe Sasu Vahu Na Kajiya, Ghare Ghare Thay Chhe Sasu Vahu Na Kajiya, ACP Bolyo: DAYA , Varsad Chhe Lai Aav Ne 500 Gm. Bhajiya.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Shaadi Karne Waale, Kyon Kaath Mein Pair Fansaya, Bazaar Mein Doodh Bahut Tha, Kyu Bhains Khareed Laya, Nadan Hai Woh Jo Mohabbat Kiya Karte Hain, Hoshiyaar Hai Woh Jo Maje Liya Karte Hain, Jis Dil Se Tumhe Chaha Woh Dil Hamara Tha, Tumne Hamein Chaha Woh Dil Udhar Ka Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Usne jo sher mara to wah wah ho gai . Usne jo sher mara to wah wah ho gai.. . Aur . Maine jo sher mara to . to . to . to . sherni widhwa ho gayi..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zindgi Ki Har Ek Udaan Baaki Hai Har Mod Pr Ek Imtihan Baki Hai Abhi To Sirf Aap Hi Pareshan Hai Mujhse Abhi To Pura Hindustan Baaki Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • hamne tumse pyar kiya abla samaj kar, tere baap ne mujhe pita tabla samaj kar. maine tumse pyar kiya durga samaj kar, tere bhaiyo ne mujhe kata murga samaj kar.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dil Ke Mahman Ban Jao, Aankho Ke Arman Ban Jao, Honto Ki Muskan Ban Jao, Oh Aap Ho, I m Sorry YAaR Aap To Bas, Insaan Ban Jao.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • IPL ke matches dekh k logo ko maja aa raha hai IPL ki matches dekh k logo ko maja aa raha hai 12 saal se DAYA ek hi QUALIS Chala rha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Bank Ke Lootere Bank Mein Ek Sher Farmate Hain, Taqdeer Mein Jo Hai Vahi Milega Wah… Wah… Taqdeer Mein Jo Hai Wahi Milega Hands Up Koi Apni Jagah Se Nahi Hilega…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Boys mentality: Ye jo AAG dil me lagi h zamaane me lga dunga Uski doli jo uthi To. to to Koi baat nhi smart hu dusri fasa lunga
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ram Ne Sita Ko SMS Kiya, Dear Situ, What’s Up? Main Yaha Mast Hu And Hope Tu Bhi Good Hogi, Laxman Tujhe Miss Karta Hai… Yaar Tu Tension Na Le, Main Bahut Jaldi Tujhe Ravan Ke Yaha Se Le Jaunga. Maine BSNL Ka Sim Liya Hai, Aur Ravan Ka Number Free Karwa Liya Hai, Ravan Ko Maine Mobile Per Bahut Gaaliya Di, Saale Ne Ye Bol Ke Phone Kaat Diya Ki Battery Low Hai, Main Tujhe Micromax Ka 30 Days Battery Backup, Dual Sim Wala, Aur 8GB Ka Card Sad Song Bhar Ke Mr. Hanuman Ke Hath Bhej Raha Hun. Isme Net Surfing Bhi Hai… Ab Hum Tum Night Mein Calling Ke Maje Le Payenge, India Mein 3G Bhi Lauch Ho Chuka Hai, Ho Sake To Lanka Se Video Calling Ka Try Karna… Laxman Top-Up Card Lene Gaya Hai, Aur Haan Maine Vibhishan Ko Facebook Pe Add Kar Liya Hai. Lanka Mein Kya Ho Raha Hai, Wo Sab Status Update Kar Deta Hai, Chal Baad Mein Chat Karenge, Bye! Love You… Ram
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS