Jindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hadtal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri,
mobile ki zindagi ka sawaal hai…
Mobile Ek Mandir He,
Sim Card Uska Devta He,
Call Karne Wala Pujari He,
SMS Bhejne Wala Dani He,
Padhane Wala Bhakt He,
Reply Na Karne Wala Ek Mahan Bhikhari H.
Umar Ki Raah Mein Jazbaat Badal
Jaate Hai, Waqt Ki Aandhi Mein
Halaat Badal Jaate Hai, Sochta
Hoon Kaam Kar Kar Ke Record Tod
Du, Lekin Kambakht Salary Ka
Sochta Hi Khayaal Badal Jaate Hai.
Judge – You are crossing the limits.
Lawyer – Kaun Saala aisa kehta hai?
Judge – How dare you call me saala?
Lawyer – My Lord, I said kaun ‘Sa Law’ kehta hai?
Maine dil se kaha, dhoond laana khushi
Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi,
Maine dil se kaha dhoond laana khushi
Bechaara kahan jaanta tha
Khalish hai yeh kya khala hai
Shehar bhar ki khushi se
Yeh dard mera bhala hai
Jashna yeh raaz na aaye
Mazaa toh bas g