Santa and banta joke
santa:yaar banta muje andere me jane se dar lagta he
banta:to phir andere me light leke ja
santa:andere me light le kar javonga to bhut muje dekh lenge to.
Santa ke lips jale hue the Banta: Kaise jale Santa: Wife ko railway station drop krne gaya tha. Banta: Toh? Santa: Khushe ke mare Train ke engine ko choom liya :*
Santa Mirror and Padayi
Santa : Tu Mirror Ke Saamne Baith kar Padhta kyun Hai...???
Banta : Is K 3 Faide Hai...
1. Sath Mein Revison Ho Jata Hai...
2. Khud Pe Nazar Rehti Hai...
3. Padhne Ke Liye Company Mil Jati Hai...
Santa apni gf k gar pe rat me milne gya .
Santa - chalo ab hum thoda pyar kar lete h .
Gf -nhi .meri ma dekh legi .
Santa -nhi dekh sakegi .meri jimmedari hai . Meri jimmedari hai.
(gf ki ma jag jati h or ladki ki pitai karne lagti h )
santa - meri koi jimmedari nhi h .
Santa Apni Girlfriend Ko Lekar Ghar Aaya!
Use Bistar Par Baithaya,
Sab Darwaze Khidki Band Kar Di,
Aur Light Bhi Band Karke Apni Girlfriend Ke Pass Aaya,
Aur Bola: Ye Dekho Meri Watch Mein Light Jalti Hain.
Banta Dairy Likh Raha Tha
.
Aaj Meri Behan Ko Baccha Hone Wala
Hai
Pata Nahi Ladka Hoga Ya Ladki,
Isliye Mujhe Ye Bhi Pata Nahi Ki Me
.
.
.
Mama Banunga Ya Mami.
Ek Fauji Jab Ladai Mein Apne Karname Ki, Deeng Haak Chukka To Uska Dost Bola. . Ek Baat Samjh Mein Nahi Aayi. Ki Tumhare Hote Hue Puri Bataliyan Ko Ladai Mein Jane Ki Kya Jarurat Thi. :sunflower::sunflower::sunflower::hibiscus::hibiscus::sunflower::sunflower::sunflower:
संता साइकिल पर बाजार जा रहा था।रास्ते में उसने एक लड़की को टक्कर मार दी।
लड़की चिल्लाई – घण्टी नहीं मार सकता था क्या ……. ?
संता रुआंसा होकर बोला – पूरी साइकिल तो मार दी, अब घण्टी क्या अलग से मारूं ….?
Sales-man Ne Santa Ka Darwaja
Khatkataya Aur Puchha
Sales-man: “ Ji, Cockroch Ke Liye
Powder Loge Kya? ”
Santa: “ Nahi, Hum Cockroch Ko Itna
Laad-Pyar Nahi Karte, Aaj Powder
Laga Denge To Kal Sala Deo Mangega