IIT exam,
Santa got 1 question.
Prove
Sin x = 6n
Santa cancelled ‘n’ from both the sides.
Then
six=6
&
wrote:
“Kuch to standrd rakha karo IIT k ques ka”
Santa Mirror and Padayi
Santa : Tu Mirror Ke Saamne Baith kar Padhta kyun Hai...???
Banta : Is K 3 Faide Hai...
1. Sath Mein Revison Ho Jata Hai...
2. Khud Pe Nazar Rehti Hai...
3. Padhne Ke Liye Company Mil Jati Hai...
Santa: Yaar mai toh Mushkil me pad gaya.
Banta: Kaise?
Santa: Biwi make up kare to kharcha bardasht nahi hota aur make up na kare to biwi bardasht nahi hoti
santa apne father k samne cigrate pi
raha tha
Logon ne kaha ke
aap apne father ke samne cigratte pi
rahay ho?
Santa bola : Wo mera father hai, koi
petrol pump thodi thori na hai jo fatt jayega
Santo : Mera Pati Neend Mein Badbadata H.
Tumhara To Aisa Nahi Karta Na Behan?
Banto: Mera To Usse Bhi Bura Karta H,
Wo To Neend Mein Bolte Bhi Nahi H.
एक दिन संता को अनजान नंबर से फोन आया. फोन पर लड़की थी.
लडकी:हेलो, आप कुंवारे हैं ?
संता:नहीं, लेकिन आप कौन बोल रही हैं ?
लड़की: मैं तुम्हारी बीवी बोल रही हूं. आज घर आना तो बताऊंगी .
(थोड़ी देर बाद संता को फिर एक अनजाने नंबर से फोन आया. फिर से एक लड़की ही थी)
लड़की:क्या आप शादीशुदा हैं ?
संता:हां, लेकिन तुम कौन ?
लड़की:तुम्हारी गर्लफ्रेंड, धोखेबाज!
संता:सॉरी बेबी, मुझे लगा मेरी बीवी हैं .
लड़की:बीवी ही हूं. आज बस तुम घर आओ, फिर बताती हूं .
Beta:Papa Madam Ne aj Ek Sawal Poocha Jiska Jawab Sirf Mujhe malum Tha
Sardar:Mera Shona Puttar, Sawal Kya Tha ???
Beta:Madam Ne Pucha, Black Board K Paas Potty Kisne Ki Hai