Santa k Ghar NAVJOT SINGH SIDDHU ki Tasvir Lagi hui Thi.
Banta: Ye Kyon Laga Rakhi Hai?
Santa: LAUGHING BUDDHA Lene Gaya Tha.
Dukandar ne Kaha Ye LATEST Hai. :-)
santa Juice ki Dukan par..
santa :-"Papa Kya koi aisi ulti
Machine nahi hai , Jisme
Juice dalo to Fal nikle?"
.
.
.
.
.
Papa- Hai na Beta, Tu Usi ka to Fal
hai..
Jo smjha maro like
vrna pogo dekho.. :P
पढाई में अच्छा ना होने की वजह से संता अपने बेटे पप्पू को हमेशा डांटता रहता था।
एक दिन जब दोनों इकट्ठे बैठ कर टीवी देख रहे थे तो अचानक से पप्पू, संता से बोला, "पापा मैं जब अपना व्यापार करूँगा तो देख लेना अच्छे-अच्छो के हाथ में कटोरा पकड़ा दूंगा"।
संता ने ये सुना और हैरानी से पप्पू से पूछा, "बेटा वो कैसे?"
बेटा मुस्कुराते हुए बोला, "गोल-गप्पे बेचकर"।
Santa:- Nevi Me Job Nikali Hai karoge,
Banta:- Ha-Ha Jarur Kaam Kya Karna Hai.
Banta:- Jab Jahaj Bich Samandar Me Ruk Jaye To Tumhe Piche Se Dhakka Lagana Hoga.
Biwi raat me kapde utrte hue...
tirchi nazar se Santa ki traf dekte hue boli:
Pata he na kya karna hai..?
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa: teri aisi ki taisi,,,
Me itni rat ko kpde nahi dhounga..! :P :v :D
santa:-yaar mera kutta kho gaya hai. Main kya karu?
Banta:abe tu paper me kyo nahi de deta ki tera kutta kho gaya.
Santa: chup kar sale mera kutta pada likha nahi hai.
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai!
Maa: Bolo beta.
Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye.
Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki.
Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli.
Santa Electric Shop Pe Gaya Aur
Dukandar Se Bola
Santa: Ek Kala Bulb Dena
Dukandar: Bhai Sahab,
Kale Bulb Ka Kya Karoge?
Santa: Yaar,
Dopaher Ko Andhera Karke Sone Ka
Mazaa Hi Kuch Aur Hai.