Santa 2 Banta:
Santa- Maine Pichle 20 Saalo Me 1 Baat Note Ki Hai !!
Banta: Wo Kya?
Santa: Saala Jab Bhi Faatak Band Hote Hai
Tab Train Jaroor Aati Hai.
संता: यार तूने तो कहा था कि यहाँ घुटने तक पानी है, लेकिन मैं तो डूबने वाला था?
बंता: बात ये है कि मैं भी यहाँ नया हूँ, मैंने सुबह बतखों को यहाँ तैरते देखा था, उनके तो घुटने तक ही पानी था।
In Biology practical exam:
Teacher: Is panchi k tange dekh k bataao ki iska naam kya hai..
Santa: Tange dekh k kaise bataao be..?
Teacher: NAALAKYAK!! Tumher zero milta hai. Apna naam bataao.!!
Santa: Ye le..meri taange dekh k likh le...:
Santa- agar main nariyal k ped par chad jaau to engineering colleg ki ladkiyan dikh jayengi
Banta- fir hath chod dena to medical college ki
bhi dikh jayengi.
Santa To Banta..
Santa-: Mere Mama Ne Mujhse
Choti Si Baat Pe Rishta Tod
Diya..
.
.
Banta-: Kyu..??
Kya Kaha Unhone..?
.
.
.
Santa-: Unhone Kaha
.
.
.
.
.
.
Mungfali Me Dana Nahi,
Hum Tumhare Mama Nahi..
Hahahaha.
Santa rail ki patri per so gaya.
Ek aadmi ne kaha kya kar rahe ho?
Train aayegi to mar jaoge!
Santa: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua,train kya cheez he?
Santa- kaal mujhe pata laga ki mere sharir mai bilkul bhi iron nhi hai.
Banta-apko kaise pata chala? santa- maine mangnet laga k dekha tha chipka hi nhi.
Shersingh Ne Lala Dhaniram Ki Aur Apni Raifel Tante Hue Kaha- Khabardar!
Jo Ek Awaaj Bhi Nikli. Mein Tumhari Patni Ka Apharan Karke Le Jar Aha Hu.
Isne Jo Jewar Pehan Rakhe H, Usi Par Santosh Kar Lo Babu Ji.
Patni Ko Le Jakar Jab Tak Jinda Rahoge Pacthaoge.
Kyu Ye Deti Nahi H Kya : ?????? Khana
Ha Nahi Deti Jis Din Se Ise Iske Pita Ke Ghar Se Laya Hu,
Aaj 20 Saal Beet Gaye, Abhi Tak Pactha Raha Hu.
Santa:Bhai jaldi se do gulab
jamun de,
.
Avi ladai hone wala hain.
.
Dukandar: ye lo.
.
.
.
.
Woh dono khane k baad
.
Santa: Bhai,aur do de yar,
.
.
Ladai shuru hone se pehle kha
leta hoon.
.
.
Dukandar: yar kab se ladai ki
baat kar raha hain,
.
Kis ki ladai hone wala hain bol
toh zara.
.
.
.
.
Santa: Pehle kha lene de.
.
.
Khane k baad
.
.
.
.
.
.
.
Avi ladai start hogi,
.
.
Dekh maine kha toh liya,
magar mere paas paisa ni hain. :P