Ho Kay Nidhal Mere Yadoon Say Tuu Nay Jaana
Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga
Poocha Hoo Ga Jo Kisi Nay Tere Halat Ka Sabab
Tuu Nay Batoon Main Khub Us Say Chupaya Ho Ga
Palbhar mein toot jaye wo kasam nahi,
Dost ko bhul jaye wo hum nahi,
Tum hume bhool jao is baat mein dum nahi,
Kyon ki tum hame bhul jao itne bure hum nahi..!!
Ham Duniya Mein Nahi Dilo Mein Raaz Karte Hai,
Hum Se Milne Ko Log Apna Naseeb Kehte Hai,
Jis Se Bhi Karte Hai Hum Dosti Yaha Par,
Zamane Wale Uss Shaqs Ko Hi Kushnaseeb Kehte Hai.
Haatho me hoti hai Lakire Hazar,
Kisi me Gum to Kisi me Khushiya Ki Bahar,
Na jaane Wo Kaunsi lakir hai
Jisme Khuda Ne Likh Diya Aap Jaise Dost ka Pyar.
Alfaz Ki Shakal Mein Ehsaas Likha Jata Hai,
Yaani Pani Ko Bhi Pyaas Likha Jaata Hai,
Mere Jazbaat Se Waqif Hai, Meri Kalam,
Main Dost Likhu To Apka Naam Likha Jata Hai.
"Dosti koi khoj nhi hoti,
.
dosti kisi se roj nahi hoti,
.
apni zindgi me hamari maujudagi ko bewajh mat samjhana,
.
qki palke kabhi aankho per bojh nahi hoti."
.
Dekha hai humane bhi aajma kar,
De jate hai dhokha log karib aakar!
Kahati hai duniya magar dil nhi manta,
Kya aap v bhool jaoge hume apna Dost banakr..
Pyar Karne Wale Deewane Ho Jate Hai,
Shadi Karne Wale Sharabi Ho Jate Hai,
Divorce Dene Wale Devdas Ho Jate Hai,
Magar Dosti Karne Wale Dilwale Ho Jate Hai.
Hum unhe like karte h jo hume like karte h. Hum unhe love karte h jo hume love karte h. Hum unhe kiss karte h jo hume kiss karte h. Hum unse friendship karte h jo hume dil se pasand karte h. "Do you friendship with me". Chandu kumawat
Mehfil Na Sahi Tanhai Mein To Yaad Karoge,
Kabhi Uss Khuda Se Fariyad Karoge,
Na Mila Hai Na Milega Mere Jaisa Dost,
Kabhi To Iss Baat Par Naaj Karoge.