• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Jindagee wafa se nibhaani chaahiye, Ki jo dosti to dil se nibhaani chaahiye, Waqt aane pe dosti ke liye, Jaan bhi gawaani pade to gawa deni chaahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • yahin pe yakin dilate hai dost rah chalte befkuf banate hai dost sharbat bolkar daroo pilate hai dost par kuch bhi kaho bahut yaad aate hai dost.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dooriyon se fark nahi padata, baat to dilo ki najadiki yo se hoti hai, dosti aap jaise kucha logo se hoti hai, varna roj na ja ne kitano se mulakat hoth gai... ..sangit mulakat
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Rishton ki dori kamzor hoti hai, Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai, Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab, Hamari ungli aapki aur hoti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • "Dosto ki ulfat se mujhe iNkar Nahi, "Kon kehta hai k mujhe dosto se piyar Nahi, "Doston se wada hai sath Nibhany ka, "Bus mujhe apNi sanso pe aitbar Nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • खवाहिश नही मुझे मशहुर होने की। आप मुझे पहचानते हो बस इतना ही काफी है। अच्छे ने अच्छा और बुरे ने बुरा जाना मुझे। क्यों की जीसकी जीतनी जरुरत थी उसने उतना ही पहचाना मुझे। ज़िन्दगी का फ़लसफ़ा भी कितना अजीब है, शामें कटती नहीं, और साल गुज़रते चले जा रहे हैं....!! एक अजीब सी दौड़ है ये ज़िन्दगी, जीत जाओ तो कई अपने पीछे छूट जाते हैं, और हार जाओ तो अपने ही पीछे छोड़ जाते हैं।
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek chota sa aasma aur umido ki zameen he Kuch bikhare sapno ki kami hai Yuh to bahot kuch hai zindagi me Sirf jo dost dur hai unki kami hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Bahut Naaz Hai Na Tujhe Apne Yaaro Ki Yaari Pe, . Aye Insan . Yeh Ek Din Teri Mayyat Pe Aa Kar Pochain Ge Ke, Kitni Dair Hai Jalane Mein.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti ki wafadari me gum ka andhera aata kyu hai, jise humne chaha wo hume rulata kyu hai, agar wo mere nasib mei nahi, to khuda aise logo se milata kyu hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • मना लूँगा आपको रुठकर तो देखो, जोड़ लूँगा आपको टूटकर तो देखो। नादाँ हूँ पर इतना भी नहीं , थाम लूँगा आपको छूट कर तो देखो
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Hum bhi kisipe marte hai, Dil aur jaan se pyar karte hai, Par afsos wo hame chahkar bhi inkar karte hai, Aur hum UNKA aaj bhi intezaar karte hai
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Un Phulo Se Kya Dosti Karoge Jo 1 Bar Khile Or Murja Jaye Dosti Hum Jaise Kanto Se Karo Jo 1 Baar Chubhe Aur Baar Baar Yaad Ay
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Taqdeer ne jese chaha vese dhal gye hum Bahut sambhal k chale fir bhi fisal gye hum Kisi ne viswas toda toh kabhi kisi ne dil, Aur logon ko lagta hain ki badal gaye hum...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kinaron Ki Kabhi Had Nahi Hoti, Taron Ki Kabhi Ginti Nahi Hoti, Bachke Rehana Humse Q Ki Humare Dil Me Kaid Doston Ki Kabhi Zamanat Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Lamha Lamha aapke hothon par muskan rahe har gam se aap aanjaan rahe jiske saath se mehak uthe aapki zindagi hamesha aap ke paas wohi insaan rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Shayari By Heart - Dost Dost Se Khafa Nahin Hota Pyar Pyar Se Juda Nahin Hota Bhula Dena Meri Kuch Kamiyon Ko Kyonki Insaaan Kabhi Khuda Nahi Hota
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Duniya se mile gum bahut hai. in gamo se aankhe nam bhut hai. kab ke mar jate in gamo ko pa kar. par dosto ke duaao mein dum bhut hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Na Koi Taswir na koi Nishani thi Na koi Zanjeer na koi Kahani thi Apka Dost hona ittefaq nhi ho sakta ye to Qudrat ki hm pr koi mherbani thi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Apni takleef me mujhe umeed samajhna, Koi gum aaye to nazdeek samajhna, De saku muskurahat ansu k badle, To hazaro dosto me thoda karib samajna.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS