Kaanto Me Rehkar Bhi Hum Zndgi Ji Lete Hain..
Har Zakhm Ko Apne Haatho Se Si Lete Hain..
Jis Haath Ko Keh Diya Dost Ka Haath..
Hum Us Haath Se Zeher Bhi Pi Lete Hain..!
Haatho me hoti hai Lakire Hazar,
Kisi me Gum to Kisi me Khushiya Ki Bahar,
Na jaane Wo Kaunsi lakir hai
Jisme Khuda Ne Likh Diya Aap Jaise Dost ka Pyar.
Ae dost teri yaad mein dil ka usool hain
Hm tujhko bhul jayenge ye teri bhul hai,
Meri aankho se koi aansu na nikla lekin,
Ghar ke har dar se rone ki sada aati hai,
Shikwe b ziyada h or shikayat b bahut h
Or is k liye dil me mohabbat bhi bahut hai,
Tum anjan se bichad jao to mayus na hona
Kyuki rishto k nibhane me musibt b bahut h
Dosti to zindagi ka ek khubsurat lamha hai..
Ye sab rishto se albela hai..
Jise mil jaye wo tanhai main bhi khush hai..
Jise na mile wo bheed main bhi akelahai..
Jee lene do muje meri zindgi bagair apke,
mar jane do muje aaduri hein meri zindgi bina pyar apke,
ap apne haseen pal hamare bina hi jee lo,
kushbaseeb smjhenge khud ko bas ap khwabo mein yad bankar rehna,
jab tk ham hein ham to shyad mar bhi na sake bina apke
Kuch Waqt Pehle Muje B Zindagi Ne Azmaya Tha,
Uss Dost K Sath Maine B Hasta Hua Pal Bitaya Tha,
Rota Hua Chhodgye To Kya Hua,
Hasna B To Unhi Ne Sikhaya Tha.
दिल बदल ना देना , सिम कार्ड की तरह
दोस्ती लो मत करना , बॅटरी की तरह
प्यार कम ना करना , बॅलेन्स की तरह
बीच मे छ्चोड़ ना देना , नेटवर्क की तरह
हमेशा मेरा साथ निभाना , चारजर की तरह…
If ur sms is not coming,
I think u r sending but its undelivered,
if U r not calling i think u r trying
but d network is bz,
bcz beleiving is most important in friendship.