Muskarana hi khusi nahi hoti.
Umar bitana hi zindagi nahi hoti.
Khud se v jyada khyal rakhna padta
hai dost ka.
Sirf dost keh dene se hi dosti nahi hoti.
Aapki hasi bahut pyaari lagti hai,
aapki har khushi hamein hamari lagti hai,
kabhi door na karna khud se humein,
aapki dosti humein jaan se bhi pyaari lagti hai.
Bolti hai dosti chup rehta hai pyar,
hasati hai dosti rulaata hai pyar,
milati hai dosti judaa karta hai pyar,
phir bhi kyun dosti chodkar log karte hai pyar !
Dosti baris ka naam nahi ke barse aur thum jaye,
Dosti suraj nahi ke chamke aur dub jaye,
Dosti to naam hai saans ka jo chale to "ZINDAGI" or Ruke to "MOUT" Ban jaye.
Dosti Ek Kitab He.
Kitni Bhi Purani Ho Jaye
Uske Letters Nahi Badalte.
Kabhi Yaad Aaye To Panna Palat Kar Dekh Lena.
Hum Kal Jaise The Waise Hi Aaj He.
Life Me Kabhi Humari Dosti Pe Shak Ho,
To Akele Me 1 Sikka Uchal Lena,
Agar Head To We R Frnds Or Tails Ho To,
.
.
Palat Dena Yaar, Akele Me Kon Dekhta H.
Haa Mujhe Usse Pyar Ho Gaya,
Ek Pal Mein Na Jaane Kya Ho Gaya,
Yun To Main Roz Usse Milta Hoon,
Na Jaane Aaj Usse Dekhte Hi Mujhe Kya Ho Gaya,
Wo Bhi Mujhse Izhar Kar Na Saki,
Main Bhi Naa Jaane Kaha Kho Gaya,
Aaj Usne Bahut Pyar Se Poocha Hai,
Wo Koun Hai Jisse Tumhe Pyar Ho Gaya,
Main Kaise Usse Kahoo Ke Wo Tum Hi Ho,
Jab Kehna Chaha To Uske Inkar Se Dar Gaya,
Wo Shayad Pyar Karti Hai Mujhse,
Na Jaane Kyon Mujhe Ye Guman Ho Gayaaaa
जिंदगी से हर पल, एक मौज़ मिली, कभी कभी नहीं, हर रोज मिली,
एक अच्छा दोस्त मांगा था, जिन्दगी से, पर मुझे तो यहाँ, पूरी विद्वानों की फौज मिली,
हमारा ग्रुप कोई वाशिंग पाउडर नहीं है, जो, पहले इस्तेमाल करें, फिर विश्वास करे,
हमारा ग्रुप तो जीवन बीमा है,
"जिंदगी के साथ भी, जिंदगी के बाद भी"
मुझे नही पता, कि, मैं एक बेहतरीन ग्रुप मेंबर हूँ, या नही, लेकिन मैं जिस ग्रुप में हूँ, उसके सारे मेंबर बहुत बेहतरीन हैं। :ok_hand::thumbsup::ok_hand::thumbsup::ok_hand::thumbsup::ok_hand::thumbsup::bouquet::bouquet::bouquet:
Ek din muskurahat ne poocha mujhse,
humne roz roz kyun bulate ho,
Meine kaha mein yaad to apne dost ko karta hun,
Tum to saath me khud hi chale aate ho.
Hum Khud Ko Bhool Jaye To Bhi Koi Gam Nahi,
Aapko Agar Jo Bhool Jaye To Woh Hum Nahi,
Chahte Hai Hum Dosto Ko Apni Jaan Se Bhi Jyada,
Unke Liye Apni Saanse Bhi Tham Jaye To Koi Gam Nahi.
Kaanto Me Rehkar Bhi Hum Zndgi Ji Lete Hain..
Har Zakhm Ko Apne Haatho Se Si Lete Hain..
Jis Haath Ko Keh Diya Dost Ka Haath..
Hum Us Haath Se Zeher Bhi Pi Lete Hain..!