hai dosto ke liye aaina nazar meri
nazar milaye jo nazaren milane vala ho
ki jaise koi bala mujhape aane vali hai
haras kehta hai koi bachane vala ho
hamare shahar mein kya kya saje-sajaye hain ghar
hamare ghar ko bhi koi sajane vala ho
Dhoop tez hai pas chaya bhi nhi,
Dard aisa hai ki rona aaya bhi nhi,
Tumhare siva mene kisi ko apna mana hi nhi,
Qki tumhare jaisa dost rab ne banaya hi nhi..
Mujhko iraade de
Kasamein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khaabon ki baarishon ko
Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main...
By-nripendebnath
Lafzo ki justju me sab kuch ganwa diya
Wo chal diya main tarz-e-ada dhundhta raha
Us ko kisi ne rab se lyia mang aur main
Sajde me gir k harf-e-dua dhundhta raha..iii
Zindagi Hum Apni Khushi Se Luta De,
Agar Khuda Humari Umar Apko Laga De,
Chahte Or Kuch Bhi Nhi Hum Khuda Se,
Bas Wo Har Janam Me Apko Humara Dost Bana De.
किस हद तक जाना है ये कौन जानता है,
किस मंजिल को पाना है ये कौन जानता है,
दोस्ती के दो पल जी भर के जी लो,
किस रोज़ बिछड जाना है ये कौन जानता है
Happy Friendship Day
~~~ Ishq aur dosti meri jindagi ka guman hai,
~~~ Ishq meri rooh hai to dosti mera imaan hai,
~~~ Ishq pe kardu fida saari zindagi,
~~~ Magar dosti pe mera ishq kurban hai.~~~
~~^~~ Snehan ~~^~~
Yaha Koi Rishta Naata Saga
Nhi Hota, Ab To Duniya Me
Koi Waada Waffa Nhi Hota,
Dushman Ki Dushmani Pe Bhut
Nazh Hame, Dosto Se To
Haq-E-Dosti Bhi Ada Nhi Hota.
Kar jaa kuch aisa yaari may,
Ke thanks aur sorry words beimaan lage ....
Nibha aisi yaari ke yaaro ko,
Tumhe chhodna mushkil aur duniya chhodna aasana lage ...
andhere me raasta banana mushkil hota hai..tofaan me deep jalana mushkil hota hai,.doshti to kisi b se karna muskil nahi.,magar use nibhana mushkil hota hai... S.k
Dosti Ki Wafadari Me Gum Ka Andhera Aata Kyu Hai,
Jise Humne Chaha Wo Hume Rulata Kyu Hai,
Agar Wo Mere Nasib Mei Nahi,
To Khuda Aise Logo Se Milata Kyu Hai.
Kaafi Waqt Laga Mujhe Aap Tak Aane Mai,
Kaafi Fariyaad Ki Malik Se Aapko Paane Mai,
Kabhi Dil Todkar Mat Jaana,
Maine Umar Laga Di Aap Jaisa Dost Banane Mai.