• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Dekha hai humane bhi aajma kar, De jate hai dhokha log karib aakar! Kahati hai duniya magar dil nhi manta, Kya aap bhi bhool jaoge hume apna Dost banakr?
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Phool Kabhi Do Bar Nahi Khilate, Janam Kabhi Do Bar Nahi Milate, Yu To Milane Ko Mil Jate Hai Log Hazar, Lekin Dil Se Chahane Wale Dost Bar Bar Nahi Milate.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Lohe se Jyada, Log Sone se Pyar Karte hai, kamal Se Jyada, Gulab Se Pyar karte hai, Ek hum Hi hai Jo girl friend Se Jyada Aapne "DOST" ko yaad karte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Mujh Se Itna Rishta To Banaye Rakhna, Meri Dosti Ko Dil Mein Tum Basaye Rakhna, Waqt Ko Koi Baandh Nahi Paya Aa J Tak, Par Tum Iss Dosti Ko Palko’n Pe Sajaye Rakhna.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Socha tha na karenge kisi se dosti , Na karenge kisi se wadaa ,, Par kya kare dost mila itna pyaara ki karna pada dosti ka wadaa ….
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • दुनिया एक अजब सराये-फानी देखी हर बात यहाँ की आनी-जानी देखी .. जो आ के ना जाये वो बुढ़ापा देखा जो जा के ना आये वो जवानी देखी...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • E Dost tere honthon ki muskurahat na jaye teri palkon me kabhi aansoo na aaye Teri raah me pade hon jo bhi kaante me hath rakhun aur tu guzar jaye...!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Raat ko pucha mujhse chand sitaaro ne. Tujhe bhula diya kya tere yaaro ne. Maine bhi muskurake keh diya. Lage honge kamine ladkiya patane me..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Khamoshiyon me apki ek ada itni pyari lagi, apki dosti hume sabse nyari lagi, ye na tute kabhi yahi dua hai. kyun ke duniya main hame yehi hamari lagi...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti hoti nahi bhool jane ke liye, Dost milte nahi bichhud jane ke liye, Dosti karne se khus rahoge itna, Ki waqt milega nahi aasun bahane ke liye…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Kuch Pal Mein Zindagi Ki Tasveer Ban Jati Hai, Kuch Pal Mein Zindagi Ki Takdeer Badal Jati Hai, Kisi Ko Paakar Kabhi Khona Mat Mere Doston, Kyunki Ek Judai Se Puri Zindagi Bikhar Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Shukra Hai Khuda Ka Aapne Hame Dost To Mana, Vada Kiya Dosti Ka To Padega Nibhana, Ek Bas Aapki Dosti Hamko Nasib Ho, Uske Baad Chahe Hamko Mile Na Zamana
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Koi Nahi Hota Hamesha K Liye Kisi Ka; Likha Hai Sath Thoda Thoda Sabhi Ka; Mat Banao Kisi Ko Apne Jeene Ki Wajah; Qk Jeena Hai Akele Ye Usool Zindagi Ka...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Frndship Is Like A Glass.. A Scratch On Any Side Will Reflect On The Other Side Too.. So Always Handle Feelings Carefully.. Bcoz The Scratch Cant Be Removed..!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Bolti hai dosti chup rehta hai pyar, hasati hai dosti rulaata hai pyar, milati hai dosti judaa karta hai pyar, phir bhi kyun dosti chodkar log karte hai pyar !
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ristho Ki Ye Dunia Hai Nirali, Sab Ristho Se Pyari Hai Dosti Tumhari, Manjoor Hai Aansoo Bhi Aankho Mein Humari, Agar Aa Jaye Muskaan Hothe Pe Humari.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • yahin pe yakin dilate hai dost rah chalte befkuf banate hai dost sharbat bolkar daroo pilate hai dost par kuch bhi kaho bahut yaad aate hai dost.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • 1Din Dosti Pr 1Kitab Likhenge, Dosto K Sath Gujri Hr Baat Likhenge, Jab Batana Ho K Dost Kaise Hote He, Tumhe Soch Kar Har Baat Likhenge.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Doston Ki Dost….. Ehasan Jispar Kiye Jisne, Usee Ki Badaulat Wo Badnam Hone Lage Hain. Yaron Dil Lagana Na Kisi Se, Mohabbat Ke Bure Anzam Hone Lage Hain. Doston Ki Dost… Bikte Hain Eeman Daulat Ki Khatir, Izzat Ke Saude Sare Aam Hone Lage Hain. Ibadat Bhi Mandir Mein Daulat Ki Hoti, Log Daulat Ka Sham-O-Subah Naam Lene Lage Hain. Doston Ki Dost… Gam Mein Aadat Thi Muskurane Ki Jinko, Wo Bhi Hoker Behal Rone Lage Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • kabhi yaad aaye to ek bar kehna, kabhi barish ban k in ankho se na behna, Dost na sahi AJNABI he rehna, magar *KABHI* *ALVIDA* *NA KEHNA*
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS