Aaj tak Maut se milna to nahi hua..........
"Dosto"
Par lagta hai Maut bahut hi KHUBSURAThogi...........
tabhi to jisko dekho
ek baar jata hai to fir wapas hi nahi ata.
Unka Ashiyana Dil Mein Basa Rakha Hai,
Unki Yaado Ko Seene Se Laga Rakha Hai,
Pata Nahi Yaad Aate Hai Wohi Kyun,
Waise Dost To Hamne Auron Ko Bhi Bana Rakha Hai.
Andhere me tumhare haath ka chiraag hun
Tufanon me tumhare kashti ka sahil hun
Ae tanha dil tu kuch bhi kar le
Lekin main hamesha tere dil ke paas hun.
Fasle mita kar aapas me pyar rakhna,
dosti ka ye rishta hamesha yunhi barkarar rakhna,
bichad jaye kabhi aap se hum,
aankhon me hamesha hamara intejar rakhna.
Mere Dost Tum Bhi Likha Karo Shayari,
Tumhara Bhi Meri Tarah Naam Ho Jayega,
Jab Tum Par Bhi Padenge Ande Aur Tamatar,
To Shaam Ki Sabji Ka Intajam Ho Jayega.
Dost kahna aasan banana mushkil hai,
Dosti karma aasan nibhan mushkil hai,
Yu to har mod pe ek dost mil jate hai.
Par dosti ka ehsas jatana mushkil hai.
Ishq or dosti dono meri zindgi ka guman he,
Ishq meri chahat to dosti iman he,
Ishq pe fida kardu sari zindgi,
Magar dosti per mera ishq bhi kurban he!!!