Kehte Hai Log Tumse Hamari Judai Hui Hai,
Duniya Walo Ne Ye Khabar Yuhi Udaai Hui Hai
Tutane Na Denge Ye Dosti Kabhi Hum,
Kyunki Tere Dil Me Mene Khas Jagah Banai Hui Hai.
Aaj Mausam Ko Kya Ho Gaya
Dost Mera Jaane Kahan Kho Gaya
Hum To Uske MSG Ka Intezaar Karte Reh Gaye
Par Lagta Hai Koi Aur Uske MSG Ka Haqdar Ho
Gayaaaaaa
Dost Hai Kuch Aisa Lage Jaan Se Bhi Pyara,
Saathi Hai Kuch Aisa Ki Saath De Har Pal Hamara,
Har Galti Kar Dete Hai Maaf Jasie Maa Ka Dulara,
Aur Pyar Mila Hai Kuch Itna Ki Hai Jeevan Sawara.
Tassavur Tera Jab Bhi Aata H,
Aankho Me Ashko Ka Sailaab Lata H,
Fir U Gujarta H Waqt Mera,
Na Dil Ko Krar Aata H, Na ‘Kumar’ Ko Aaram Aata
H.
Meri Wafao Me Asar Nhi Tha,
Meri Duao Me Asar Nhi Tha,
Aaya Tha Tufan Fiza Me, Mera Tabaahi-E-Manzar
Dekhne,
Mgar Gyi Nhi Khuda Tak ‘Kumar’ Unki Sadao Me
Asar Nhi Tha.
बेशक थोड़ा इंतजार मिला हमको,
पर दुनिया का सबसे हसीं यार मिला हमको,
न रही तमन्ना अब किसी जन्नत की,
तेरी दोस्ती में वो प्यार मिला हमको..
Happy Friendship Day
Love wo hai jab ham ek nariyal
me
2 pipe dal k pite hai..
.
.
.
But..
.
.
.
.
Dosti wo hai jab ham ek nariyal
me
ek pipe dalkar apne dost se
kehte
hai
.
"Le be bhikhari pura mat pee
liyo..♥ :p:O :D
Tere golden face ki beauty ne,
Mere komal heart pe attack kiya,
Sabko reject kiya tumko select kiya,
Request hai tumse Isse refuse na karna,
Dosti ke is bulb ko kabhi fuse nakarna.
Kuch Pal Me Zindagi Ki Tasveer Badal Jati Hai;
Kuch Pal Me Zindagi Ki Takhdeer Badal Jati Hai;
Kisi Ko Pakar Kabhi Khona Mat Kyu K;
Ek Judai Se Zindagi Bikhar Jati Hai...