Aakar Dekha Mera Kya Hal
Hai, Saans Chal Rhi Hai
Jina Behaal Hai, Mere Dil
Me Sirf Tera He Khayal Hai,
Tere Ek Nazar Ke Baat Hai,
Mere To Zindagi Ka Sawal Hai!
School ki life 10+2 tak,
College ki life pado jab tak,
Love ki life shaadi tak,
But hamari dosti ki life till februray 31 tak…!
Phoolo me “Gulab” hai,
Guide me “devanand”hai,
Jasusoo me karamchandra hai,
Kya aap me aur mere me koi jung hai?
To sms kyu band hai “DOST”!
Kinaron par Saagar Ke Khazaane Nhi Aate,
Phir Jeevan Me Dost Puraane Nhi Aate,
Jee Lo In Paloon Ko Hanske Saath Hamare,
Phir Lout Kar ”DOSTI” ke Zamane Nhi Aate
Tassavur Tera Jab Bhi Aata H,
Aankho Me Ashko Ka Sailaab Lata H,
Fir U Gujarta H Waqt Mera,
Na Dil Ko Krar Aata H, Na ‘Kumar’ Ko Aaram Aata
H.
Meri Wafao Me Asar Nhi Tha,
Meri Duao Me Asar Nhi Tha,
Aaya Tha Tufan Fiza Me, Mera Tabaahi-E-Manzar
Dekhne,
Mgar Gyi Nhi Khuda Tak ‘Kumar’ Unki Sadao Me
Asar Nhi Tha.
Kyu Mushqilon Mein Saath Deti Hai Dosti,
Kyu Gham Ko Baant Leti Hai Dosti,
Na Rishta H Khoon Ka Na H Riwaz Se Bandha,
Phir Bhi Zindagi Bhar Saath Deti Hai Dosti.
Door Ho Jaun To Zara Intezaar Karna,
Apne Dil Ko Na Yoon Bekarar Karna,
Laut Kar Aayenge Hum Chahe Jaha Bhi Ho,
Bas Humari Dosti Par Dil Se Aitbaar Karna.
Dost ne dost ko gulab bheja hai
taaro ne aasmaan se paigam bheja hai
ae hawao jakar kahdo bhool jane walo se
yaad karne walo ne salaam bheja hai Sagarr Se7en575
जिंदगी से हर पल, एक मौज़ मिली, कभी कभी नहीं, हर रोज मिली,
एक अच्छा दोस्त मांगा था, जिन्दगी से, पर मुझे तो यहाँ, पूरी विद्वानों की फौज मिली,
हमारा ग्रुप कोई वाशिंग पाउडर नहीं है, जो, पहले इस्तेमाल करें, फिर विश्वास करे,
हमारा ग्रुप तो जीवन बीमा है,
"जिंदगी के साथ भी, जिंदगी के बाद भी"
मुझे नही पता, कि, मैं एक बेहतरीन ग्रुप मेंबर हूँ, या नही, लेकिन मैं जिस ग्रुप में हूँ, उसके सारे मेंबर बहुत बेहतरीन हैं। :ok_hand::thumbsup::ok_hand::thumbsup::ok_hand::thumbsup::ok_hand::thumbsup::bouquet::bouquet::bouquet:
Pathar ki hai duniya Jajbaat nahi
samajti,
Dikl me kya hai vo baat nahi
samajti
Tanha to Chand bhi hai sitaron
ke beech,
par chand ka dard vo raat nahi
samajti…
Yoon Aaino Se Kab Talak Tum Dil Behlaoge,
Jab Andhera Hoga Khud Ko Tum Tanha Paoge,
Kiya Jo Mujh Par Ehsaan Mujhse Dosti Karke,
Kasam Se Ab Tum Umar-Bhar Tanhai Ko Taras Jaoge.