Dil Me Beshumar Pyar Hai Aap Ke Liye
Duwao Me Manga Hai Aap Ko Rab Se
Har Lamha Aap Ke Khayalon Me Hi Guzara Hai
Har Pal Aap Ki Yaad Saatati Hai
Kabhi Aake Hamare Dil Se Pucho
Kitna Tadapta Hai Dil Aap Se Milne Ke Liye
Kaash Aap Hamare Paas Hote
Tabbi Yeh Bekarari Thodi Kaam Hoti
Jaha Bhi Ho Aap Yeh Zarur Yaad Rakhiye
Ek Deewani Hai Is Duniya Mein
Jo Aap Se Bepanah Pyar Karti Hai…
Humne Jo Ki Thi Mohabbat Aaj Bhi
Hai,
Teri Zulfo Ke Saaye Ki Chahat Aaj Bhi
Hai,
Raat Kat Ti Hai Aaj Bhi Khayalo Me
Tere,
Deewano Si Woh Meri Halat Aaj Bhi
Hai,
Kisi Aur Ke Tasawwur Ko Uthati Nai,
Beimaan Aankho Me Thodi Si Sharafat
Aaj Bhi Hai,
Chah Ke Ek Baar Chahe Fir Chod
Dena Tu
Dil Tod Tujhe Jaane Ki Ijaazat, Aaj
Bhi Hai.
Na Khuda Dil Banaata Na
Kisi Se Pyar Hota.. Na
Kisi Ki Yaad Aati Na Kisi
Ka Intezar Hota.. Dil Diya
Hai Ise Sambhal Ke Rakhna..
Sheeshe Se Bana Hai Patthar
Se Bacha Ke Rakhna..!
kya mangta khuda se apke liye ,
ek pal ko darta raha kuch bhi na mang saka,
phir socha apke liye sara jahan mang liya,
sara jahan mang liya khud ko na rok saka
Aap ho ek nanhin c parii
Is baat ka gumaan krna
Hr sachee dost ko..
Aap hmesha shlam krna.
Gr usne diya rhon me tumhe akela chor
Krna shikaayt rb se ungliyon ko kr ke uski oor.
Dega khuda use esi sjaa
Jivan me hogi n uski khushiyon ki rjaa.
Naraz Hoke Zindagi Se Nata
Nahi Todte, Mushkil Ho Raah
Fir Bhi Manzil Nahi Chodte,
Tanha Na Samazna Khud Ko
Kabhi Bhi, Hum Unme Se Hain
Jo Kabhi Sath Nahi Chodte.
Dil Ke Liye Dard Bhi Roz Naya Chahiye
Zindagi To Hi Bata Kaise Jiya Chahiye
Maano Meri Kazmi, Tum Ho Bhaley Aadmi
Phir Wohi Aawargi, Kuch To Haya Chahiye…
Meri Zindagi Tere Sath Thi, Mri Zindagi Tere Hath Thi
Meri Roh Mein Tera Noor Tha Mere Hont Par Teri Baat Thi
Mere Qalb Mein Tera Aks Tha, Meri Sanson Mein Teri Baas Thi
Tere Bas Mein Mera Shabab Tha, Meri Aas Bi Tere Pass Thi
Raat Ki Tanhai Mein Akele The Hum,
Dard Ki Mehfilo Mein Ro Rahe The Hum,
Aap Hamare Bhale Hi Kuch Nahi Lagte,
Par Fir Bhi Aapke Bina Bilkul Adhoore Hain Hum..
Bohat udas hai tere chup ho jane se..
Ho sakhe to koi kar kissi bahane se..
Tu lakh khafa sahi par itna to dekh ..
Koi toot gaya ha tere roth jane see.
Har ek jazbat ko zuban nahi milti,
har ek aarzu ko dua nahi milti,
muskan bnaye rakho to duniya hai sath,
aansuon ko to aankhon me bhi panah nahi milti.
Mehfil Se Apni Dekho Hataye Gaye Hai Hum
Unki Nazar Se Aaj Giraye Gaye Hai Hum
Kaise Dikhaye Apna Khoon-E-Jigar Hum Tumko
Kaise Kahe Ki Kitna Sataye Gaye Hai Hummm
Hum to hr baat ko khuda py chhor dete hain
Tooty na dil kisi ka apna torr dete hain
Main b insaan hoon pathar to nahin
Jo log hr tufaan ko meri janib mor dete hain