Tujh Ko Paa Kar Bhi Kabhi To
Khona Tha,
Ye Hadsa Mere Saath Kabhi To
Hona Hi Tha,
Wo Tod Kar Aksar Dil Mera
Mujhse Jodta Raha,
Jaise Main Us Ke Haath Ka Koi
Khilona Tha….
Duvaon Pey HmareY Aitbaar Rkhna.
Dil Mein Apne Naa Koi Sawaal Rkhna.
Dena Chahte Hain Agar Khushiyan Humey.
Sweet
Tho Bus Aap Khush Rhena Or Apna Khayal Rakhna
Dil tu dhadkana band kar,
jab jab to dhadkata hai unki yaad aati hai,
Wo to khush hogi apni dunia me,
Jaan to pal pal hamari hi jati hai..
Chale gaye ho dur kuch pal ke liye,
dur rehkar bhi karib ho harpal ke liye,
kaise yaad na aaye apki ek pal ke liye,
jab Dil me ho tum har pal ke liye..
hum to apko yaad karte hai har sans k sath,
shayad apko hamari sanson ki koi fikar nahi…
Chubhaya Teer Najron Ka Nikala Usko Seene Se,
Tere Sadke Jahar Pee Lu Maja Aayega Peene Mein,
Tere Is Roop Ne Jaani Mujhko Pagal Banaya Hai,
Tujhe Dekha Toh Socha Jameen Par Chand Aaya Hai,
Khalish-e-hijr-e-dayami na gai
tere rukh se ye berukhi na gai
puchate hain ke kya hua dil ko
husn valon ke sadagi na gai
sar se sauda gaya muhabbat ka
dil se par is ke bekali na gai
aur sab ke hikayaten kah din
baat apni kabhi kahi na gai
hum bhi ghar se ‘munir’ tab nikle
baat apanon ke jab sahi na gai
Tum Khafa Hogaye To Koi
Khushi Na Rahegi, Tere Bina
Chirago Mein Roshni Na
Rahegi, Kya Kahe Kya Guzregi
Dil Par, Zinda To Rahenge
Par Zindagi Na Rahegi.
Meelo Ke Faaslo Me Bhi
Duri Na Rahe, Baat Na
Ho Aisi Koi Majburi Na
Rahe, Meri Tamanna Hai
Hum Aapke Dilme Umar Bhar
Rahen, Dua Karna Meri
Ye Dua Adhuri Na Rahe..!
ZINDAGI phool si muskurati rahe,
HAR khushi aapke daaman mein jagmagati rahe,
khuda se dua hai toh bas itni ke
kabhi-kabhi aapko humari yaad bhi aati rahe
Swee2
Dekha hai humane bhi aajma kar,
De jate hai dhokha log karib aakar!
Kahati hai duniya magar dil nhi manta,
Kya aap bhi bhool jaoge hume apna Dost banakr? Hushain2
main wo majanun hun jo nikalun kunj-e-zindan chodakar
seb-e-jannat tak na khaun sang-e-tiflan chodakar
main hun wo gumanam jab daftar mein naam aaya mera
reh gaya bas munshi-e-kudarat jagah van chodakar
ahal-e-jauhar ko vatan mein rahane deta gar falak
lal q is rang se aata badakhshan chodakar
ghar se bhi vaqif nahi us ke ki jis ke vaste
baithe hain ghar-bar sab hum khana-viran chodakar
in dinon garche dakan mein hai badi qadr-e-sukhan
kon jaye “zauq” par dilli ke galiyan chodakar
Har yado me usi ki yad rhti hai. Meri ankho ko usi ki talash rhti hai. kuch tum bhi dua kro yaro. Suna hai dostoh ki dua me farishto ki fariyad hoti hai…
Yaad Uski Dil Main Dava
Ke Rakhi Thi, Tasveer Uski
Man Main Chupa Ke Rakhi
Thi, Door Usse Jakar Bahut
Dard Mila Tha, Dard Main
Zindagi Maine Basa Ke Rakhi Thi.