Hum Khud Hi Chhod Denge Teri Duniya Eh Dost,
Bas Do Char Sanso Ki Aur Ijajat De Do,
Bhale Karna Nafrat Magar Kuchhh Lamhon Ke Liye,
Mohabbat Ka Bharm Toh Rahe Itni Mohabbat De Do…
Ek baar Tu Apne Palke Mere Palko Se Mila k...
Apne Honto Se Keh de Tujhe Mujhse Muhbbat nhi...
.
.
Muhbbat Ke Kasam Umar Bhar Muhbbat Ka Naam na lunga....
Hawas jab dil mein apna ghar bana leti hai
Hawas jab fikr ki matti mein,
Apna sir utha leti hai
Hawas ko zindagi mehvar kisi pal bhi banati hai
Hawas chaaro’n taraf ik aag si jis per lagati hai
hawas jab jeet ko sir per sajati hai
usi lamhay
MUHABBAT HAAR JATI HAI. . !
Dil Mein Yaadon Ki Tarha
Aakhon Mein Aasu Ki Tarha
Dil Mein Yaadon Ki Tarha
Aakhon Mein Aasu Ki Tarha
Jaanu, Tum Mere Paas Ho
Jaanu, Tum Mere Paas Ho
Phoolon Mein Khusbhu Ki Tarha..iii
jab kisi ki yaad mein
shaam yeh dhal gayi,
na janay kyu, kab aur
kaise,
yeh zindagi maut mein
badal gayi.
jeete toh ab bhi hain
hum apki yaad mein,
par na janay kyu, kab
aur kaise,
par yeh zindagi ab
bejaan ban gayi.!
Pee ke raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me apne gum ko mitane lage.
Zaalim sharab Peete hi asar dikhaane lagi. Nashe me unki saheliya bhi yaad aane lagi.
Jiyo Us K Liye Jo Jeene
Ka Sahara Ho. Cahoo Use
Jo Jaan Se Bhi Pyara Ho.
Raah Me Milange Bahut
Lekin Saath Usko Do...
Jisene Bheed Me Sirf Aap
Ko Pukara Ho..
Suni Si Zndgi Me Aane Ka
Shukriya.. Bahaaro Ka Gulista
Sajaane Ka Shukriya.. Hum To
Apno Me Bhi Begaane Thay..
Aap Anjaan Hokar Bhi Hume
Apna Banaane Ka Shukriya..
Fir Mujhe Tanha Chhod Ke Jaane
Ka Bhi Shukriya..!
Girl: duniya ko bata do k tum mujhse kitna pyar karte ho. Boy ne girl ke kan me kaha I love u Girl: Tumne mere kan me kyu kaha? Boy: Kyo ki tum hi meri duniya ho.
Mera Dil Tod Diya Meri Laash Bhi
Dafna Dena,
Kafan Na Mile To Apna Duppata Hi
Udha Dena,
Agar Log Puchhe Kya "Rog"tha Ise,
To Nazare Jhukakar "Anjaan"bata
Dena....!
Sari umar aankho mein ek sapna yaad raha,
Sadiyaan beet gayi wo lamha yaad raha,
Jaane kya baat hai aap mein,
Sari mehfil bhul gaye bas wo pal yaad reh gaya…
teri khushbu ka pataa karti hai,
mujh pay ehsaan hawa karti hai,
shab ki tanhai mei ab to aksar,
guftagu tujh say raha karti hai,
dil ko us raah pay chalna hee nahi,
jo mujhay tujh say juda karti hai,
zindagi meri thee lekin ab to,
teray kehnay mei raha karti hai,
us nay dekha he nahi warna yeh aankh,
dil ka ehwaal kaha karti hai,
shaam parrtay he kisi shakhs ki yaad,
koocha e jaan mei sadaa karti hai.