Hm to aapki yaado main jiya karte hain,
aapki har muskan dil main sama lete hain,
krte hain hum aapko kitana pyar
Ye dil ki baat hum dil main hi chupa lete hain.
k.k
Ek din khuda ne mujse aakar kahan ki...
mat kar itna intjar uska is janame uska milna na
mumkin hai
maine kaha is janam me na sahi agle janam me to
mumkin hai
fir khuda ne kaha mat kar itna pyaar pa6tayega mene kaha mebhi to dekhu k tu kitna meri ruh ko
tadpayega
khudane fir mujse kaha mat bhul apni oukad k tu ek
inshan hai
mene bhi kh diya mila de mujhe mere pyaar se or
sabit kar de k tu hi bhagwan hai...
Aaj unko maine KHAFA kar diya,
aisa laga jaise khud se daga kar diya,
unhe kaise manaau sochte rahe din bhar,
aaj aansuo ne bhi aane se mana kar diya.
Khan
Jeene Ki Aarzo Thi Hamari Zindagi
Ne Ham Se Rukh Mor Lia
Mout Ka Intezar Kia Jab
Wo B Hamain Tarapta Chor Gaya
Na Ab Jeene Ki Chah Hey
Na Kambhakt Mout Aati Hey
Teri Yaad Dil se Bhulaai Nahin Jati.
Tasveer Teri Aankho se Mitaai Nahin Jati.
Kitni Mohabbat hai Mujhko Tum se,
Dikhana Chaahta Hoon par Dikhaai Nahin Jati.
Mera dil lo meri jaan lo bas de do unka pyar
Meri saanse lo meri dhadkan lo bas de do unka deedar
Meri chahat lo meri kismat lo aur de do unke dil me dastak
Yu hi raaho me palke bichhaye hum khade rahenge kab tak.
Raaton Ko Uth Uth Kar Jinke Liye Rote Hain
Aa Jee Raaton Ko Uth Uth Kar jinke Liye Rote Hain
Wo Aapni Makanon Mein Aaram Se Sote Hain
Kuch Log Zamane Mein Aise Bhee Tou Hote Hain
Aa Jee Kuch Log Zamane Mein Aise Bhee Tou Hote
Hain
Mehfil Mein Tou Hashte Hain Tanhaai Mein Rote
Hain
Deewanon Ki Duniya Ka Aalam Hi Nirala Hain
Aa Jee Deewanon Ki Ka Aalam Hi Nirala Hain
Hashte Hain Tou Hashte Hain Rote Hain Tou Rote
Hain
Kis Baat Ka Rona Hain Kis Baat Pe Rote Hain
Kya Kabhi Aisa Hota Hai, Ki
Kisi Ke Aane Se Zindagi Itani
Haseen Lagne Lage, Ki Sari
Duniya Jannant Si Lagne Lage
Kya Kabhi Aisa Hota Hai, Ki
Kisi Ke Jane Se Sari Duniya
Hi Virani Si Lagne Lage.
Manzil bhi ussi ke thi, raasta bhi ussi ka tha…
Main sift ekela tha, baki sab kaarwa bhi ussin ka
tha…
Meri saath chalne ke soch bhi ussi kit hi, phir meri
ko chdne ka faisla bhi ussi ka tha…
Meri aankhoon main sapna bhi ussi ka tha, ab
aansoo ka samandar bhi ussi ka ka hai,
Mera dil agsar ab swaal karta hai mujse, ke sab
kuch ussi ka tha per ….
“kya kudha bhi ussi ka tha
Jab Jab Mein Leta Hun Saans
Tu Yaad Aati Hai, Meri Har
Ek Saans Me Teri Khushbu
Bas Jaati Hai, Kaise Kahoon
Tere Bina Mein Zinda Hun
Kyunki Har Saans Se Pehle
Teri Khusbu Aati Hai..
Koi Insan Achha Ya Bura
Nhi Hota, Wakt Ke Sath
Sabka Najriya Bdal Jata
Hai, Koi Kichad Me Bhi
Kamal Dekh Leta Hai, Aur
Kisi Ko Chand Me Dag
Najar Aata Hai.
Hazar gham the meri zindagi akeli thi
khushi jahan ke mere vaste paheli thi
wo aj bach ke nikalate hain mere saye se
ki main ne jin ke liye gham ke dhup jheli thi
juda hui na kabhi mujh se gardish-e-dauran
meri hayat ke bachpan se ye saheli thi
chadha rahe hain wo hi aj aastin mujh par
ki jin ke pith pe kal tak meri hatheli thi
ab un ke qabr pe jalta nahi diya koi
ki jin ke dahar mein roshan bahut haveli thi