• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • JO TU CHAHE WO TERA HO ROSHAN RATEN AUR KHUBSOORAT SAWERA HO JARI RAKHENGE HUM DUAON KA SILSILA KAMYAAB HAR MANZIL PAR DOST MERA HO.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Main Nay Ussay Poocha Tha, Kya Dhoop Main Barish Hoti Hai?? Wo Hanstay Hanstay Ronay Lagi Aur Dhoop Main Barish Honay Lagi….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi Kisi Ka Jo Hota Tha Intezar Humei.. Bada Hi Sham O Sehar Ka Hisaab Rakhte The... Dil Tootega Toh Fariyaad Karoge Tum Bhi Hum Na Rahe Toh Hamein Yaad Karoge Tum Bhi Aaj Kehte Ho Hamare Paas Vaqt Nahin Par Ek Din Mere Liye Vaqt Barbaad Karoge Tum Bhi...!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Muhabbat Wafa Nahi Hoti Har Wafa Adda Nahi Hoti Kya Tamanna Ki Ab Zaroorat Hai Puri Koi Dua Nahi Hoti Mil Gaye Har Aik Gaam Per! Doosti Woh Dawa Nahi Hoti Sab Key Hathoun Mey Hain Diyeh Lekin Roshni Ayye Khuda Nahi Hoti Assmaan Yeh Qayaam Ho Ga Abb Qeemat-E-Zameen Adda Nahi Hoti Dhondtey Kya Ho Shehar Mey Abb Har Soraat Tu Ashnaa Nahi Hoti..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapse Dur Bhala Hum Kaise Reh Paate, Dilse Aapko Kaise Bhula Paate, Kaash Ki Aap Saanso Ke Alava Aaine Me Bhi Base Hote, Khud Ko Dekhte To Aap Hi Nazar Aate.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • pyar ibadat hai khone mat dena, bewafayi gunah hai hone mat dena. agr krte hai aap hum se pyar to kasam hai apko hamari apne pyar ko rone mat dena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • gazab kiya, tere wade pe aitabar kiya tamam raat qayamat ka intezar kiya hansa hansa ke shab-e-vasl ashk-bar kiya tasalliyan mujhe de-de ke beqarar kiya hum aise mahv-e-nazara na the jo hosh aata magar tumhare tagaful ne hoshiyar kiya fasana-e-shab-e-gam un ko ek kahani thi kuch aitabar kiya aur kuch na-aitabar kiya ye kis ne jalva hamare sar-e-mazar kiya ki dil se shor utha, hae! beqarar kiya tadap phir ae dil-e-nadan, ki gair kahate hain aakhir kuch na bani, sabr ikhtiyar kiya bhula bhula ke jataya hai unko raz-e-nihan chipa chipa ke mohabbat ko aashakar kiya tumhen to vada-e-didar hum se karana tha ye kya kiya ke jahan ko ummidavar kiya ye dil ko tab kahan hai ke ho malandesh unhone wada kiya hum ne aitabar kiya na puch dil ke haqiqat magar ye kahate hain wo beqarar rahe jisne beqarar kiya kuch aage davar-e-mahashar se hai umeed mujhe kuch aap ne mere kahane ka aitabar kiya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Apni to mohabbat ki itni kahani hai, Tooti hui kashti or tehhra hua pani hai, Ek phool kitabon may dam tor chuka hai, Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dur Chale Gaye Tum Humse Lekin Yaad Bankar Dilme Rehte Ho.. Tum Hume Bhool Gaye Lekin Hamari Ankho Me Tum Har Pal Rehte Ho.. Aye Mere Humsafar Itna To Bata Do.. Kya Humse Bichaad Kar Tum Bhi Udaas Rehte Ho..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Vaadein To Hazaron Kiye The Usne. Kaash Ek Waada To Usne Nibhaya Hota. Maut Ka Kisko Pata Ki Kb Ayegi.Par Kaash Yun Zinda Usne Mujhe Maara Na Hota..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sirf Chahne Se Kuch Nahi Hota Haasil.. Qayamat To Andaaz E Bayaan Me Hoti Hai.. Ishq Me Jab Waar Karti Hai Ankhe.. Tab Talwaare Bhi Miyaan Me Hoti Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tumhare Khayal Se Daman Chura Ke Dekha Hai... Dil Or Nazar Ko Bohat Aazma Ke Dekha Hai.... Mohabbat Ki Kasam Tum Nahi To Kuch Bhi Nahi... Maine Kuch Pal Tumko Bhula Ke Dekha Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bin Aapke Kuchh Bhi Achha Nahin Lagta, Ab Mera Vajood Bhi Sacha Nahin Lagta, Sirf Aapke Deedar Ke Intazar Mein, Kat Rahi Hai Zindagi, Varna Kab Ki Mout Ke Aagosh Mein, So Jati Yeh Zindagi, Lout Aao Ke Aapke Bagair Ek Lamha Nahin Kat Ta, Bin Aapke Kuchh Bhi Achha Nahin Lagta…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaad hai teri k yaad khud tum ho, Ye khwaab hen tere k khwaab b tum ho, Hum nahi jantay bus itna bata d0, Wasi,,, Mujh men jaan hai teri, ya meri jaan tum ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae Palak Tu Band Ho Ja Khawbon Mein Unki Surat To Nazar Aayegi Intezar To Subah Phir Se Shuru Hoga Kam Se Kam Raat To Sukoon Se Kat Jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uske liye Sari duniya se bagawat ki thi Yaad aata hai maine bhi mohabbat ki thi... Usko chhod ke haste huye ghar aakar Itne roye the ki aankho ne bhi shikayat ki thi..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sukun apne dil ka maine kho diya, khud ko tanhai ke samundar me dubo diya. Jo tha mere kabhi muskurane ki wajah, aaj uski kami ne meri palko ko bhigo diya...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • tum pe khtam saari chahat hogi phir na kisi pe ye inyat hogi kuch is tarah se karenge yaad tum ko na tumko shikwa hoga na zamane ko sikayat hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jinke Liye Jagte Rahe Hum Saari Raat, Woh So Rahi Hai Aaj Kisi Gair ke Saath, Koi to Jaake Batlaye Usko Yeh Baat Ae_Dost... Ke Hum Kabhi DiL Nahi Laga Payege Aaj Ke Baad. By-Raahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS