Phir Aaj Koi Gazal Tere Naam Na Ho Jaye !!
Kahin Likhte Likhte Shaam Na Ho Jaye !!
Kar Rahe Hain Intezaar TeriMohabbat Ka !!
Isi Intezaar Me Zindagi Tamam Na Ho Jaye !!
Tere Bina Hum Jeena Bhool
Jaate Hain, Zakhmon Ko
Seena Bhool Jate Hain, Tu
Zindagi Main Sabse Azeez
Hai Humain, Tujhse Har Bar
Yeh Kehna Bhool Jaate Hain.
उसके तुरंत बाद ही बदली है
ज़िन्दगी;
जीवन में चंद फैसले इतने अहम् रहे;
अनुयायियों ने धर्म की सूरत बिगाड़
दी;
हिंसा में सबसे आगे अहिंसक धरम रहे;
वो अपने बल पे दौड़ को जीते
नहीं कभी;
जो लोग, जोड़ तोड़ में सबसे प्रथम रहे।
Raat Din Ankho Me Ek Chehra Basa Rehta Hai..
Neend To Aati Nahi Halka Sa Nasha Rehta Hai..
Jab Bhi Mere Honto Pe Uska Naam Aata Hai..
Dharkan Badh Jaati Hai Dil Behaakne Lagta Hai..!
Apne Hi Sawaloan Se Pareshan Hun Apne Hi Jawaboan Se Anjaan Hun
Koi To Dikha De Rasta Aa Kar Mein Apni Hi Zindagi Ke Imthian Mein Hun
Jaaun To Jaaun Kahan Koi Manzil Meri Nahi Tanha Hai Saare Raste Koi Saathi Bhi Mera Nahi
Phul Khilaaye The Jo Kabhi Ab Un Ke Kaanto Ko Chun Rahi Hun
Jalaye The Jo Deep Kushi Ke Kabhi Aaj Us Ki Lau Ko Dhund Rahi Hun
Ab To Aye Khudha Is Zindagi-A-Imthian Ko Khatam Kar
Aa Kar Meri Halat Par Jara Gaur Kar Tarse Hue Is Dil Ko Jara Khamosh Kar
Bas Itni Mohabbat Kaafi Hai..
Tum Saath Raho Sanso Me Raho..
Tum Paas Raho Baahon Me Raho..
Dilme Raho Dharkan Ki Tarah..
Khwaabo Me Raho Yaado Ki Tarah..
Tum Hass Ke Milo Apno Ki Tarah..!
Ae Lekhne Wale Ek Farmaan Likh
De, Mere Dost Ke Takdeer Me
Uske Har Armaan Likh De, Na
Mile Use Kabhi Dard Zindagi
Main, Tu Chahe Mere
Zindagi Me Gam Tamam Lekh De.!
IN AANKHON ME SHAYAD EK NASHA HAI
JISNE MUJHE PAGAL KAR RAKHA HAI
YE TUMHARE HONTHON KI MUSKAN HAI YA SHAYAR KI GHAZAL
JIS KO DEKHNE KO HAR DAM YE DIL CHAHATA HAI.
Kabhi jindagi risto me simat jayegi,
Kabhi jindagi akelepan me bikhar jayegi,
Jab tak dosto ka sath rahega,
Jindagi apne aap fulo ki tarah nikhar jayegi..!
Bhula K Mujhko Agar Tum B Ho
Salamat, To Bhula K Tujhko,
Sambhalna Mujhe Bhi Aata Hai
Nahi Hai Meri Fitrat Mein Ye
Aadat Warna Teri Tarah Badalna
Mujhe Bhi Aata Hai
Jab bhi nazm-e-maikada badala gaya
ek na ek jam-e-hasin toda gaya
jab safina mauj se takra gaya
nakhuda ko bhi khuda yaad aa gaya
main ne cheda qissa-e-jaur-e-falak
jane q un ko pasina aa gaya
dekh kar un ke jafaon ka khulus
main wafa ke naam par sharma gaya
aap ab aayen hain aansu ponchane
jab mere daman pe dhabba aa gaya
Ye zindagi us rab ki raza hai,
Jiska apna hi ek maza hai,
Har waqt meri khuda se yahi dua hai,
Ki Apko itni khushiya de, Ki
Aap bhi socho iski kya wajah hai .!!
!