kyu teri yaade mere jeene ki wajah
ban gayi,
kyu teri tasveer mere dil me har
jagah ban gayi.
kyu kiya mene pyaar tujhse
kyu btaye mene jazbaat tujhko,
kyu meri mohabbat mujh par ik sazaa
ban gayi
Zindagi.. Ya zindgi..han ya zindgi.. Bhuat gn behram hoti hai..kv hasati hai..to kv rulati hai..kv parya ko apna bna dti hai..to kv apna ko paraye
bhuat kuch sekha jati hai zindgi,
kv rango se bhar jati h to kv berang ho jati hai ya zindi.. Ek hasheen khawb hai ya zindgi, jb toota hai.,hai to dard aa jati hai, zindgi..ya zindgi ek sapna hogi..han sapna bs sapna..
Rabse aapki khwaish mangte hai,
.
Duva me aapki hasi mangte hai,
.
Phir sochate hai ur kya mange rabse...!
Chalo aapko vo miljaye jiski aap duva mangte hai
ऐ दिल मत कर इतनी मोहब्बत किसी से;
इश्क़ में मिला दर्द तू सह नहीं पायेगा;
एक दिन टूट कर बिखर जायेगा अपनों के हाथों से;
किसने तोडा ये भी किसी से कह नहीं पायेगा
Tumhare inn khoobsoorat aankho ne mujhpe jadoo kya chalaya,
Samajh mein nahi aata ye kaisa jaam tumne pilaya,
Din ke ujale mein bhi na jane kaha kho jata hoon mein,
Samandar se gheri inn band aankho mein doob jata hoon main?
Tanha baitha hu usi raah par kahin,
Jahan tak nazar gyi tanhai k siwa kuch nhi,
Akela na hote aaj main is tarha,
Magar apne jaate jaate hume pukara hi nhi,..
*BarsoN Baad Na Jaane Kaun Kahan Hoga*
*Hum Dono Me Se Na Jaane KauN kahan Hoga*
*Phir MiLna Hua To MiLenge Khuwabon Me*
*Jaise Sukhe *GuLab* MiLte HaiN KiTaboN Me*
Aati Hai Aap Ki Yaad Har Dum Par
Aap Nahi Aate, Reh Jate Hai
Adhure Mere Khawab, Kyun Ki Aap
Unme Shamil Nahi Ho Pate Pura
Kar Do Mere Khawabo Ko Kyun Ki
Unke Bagair Hum Nahi So Pate.
I Really Want To See The Day
I’m Withstanding The Pain
Each Day I Love You Is Playing
On My Lips Alone Once Again,
Crying For You Alone Once Again,
Missing For You Baby,
I Love You, I’m Waiting For You.
Mujhe malum hai, main galat hulekin
pyar ka andaaz to sabka alaghota hai
koi rota hai, koi aansu peeta hai
andaaz jeene ka sabka juda hota hai
koi tajmahal shahjahan bananta hai
Koi pyar me khud hi dafan hota hai
Pyar me dard to sab hi paate hai
mujhse aise bhi hai jo dard meji jate hai.
Yaadon Mein Har Pal Rahti Ho Tum,
Kabhi Na Dil Mein Khayaal Ho Tera Kam,
Tamanna Hai Yeh Dilki Mere,
Ki Tujhe Kabhi Chaahun Na Kam,
Bayaan Karun Jau Hai Dil Mein Mere,
Kahe Na Chaahen Hum,
Kahe Na Chaaho Tum,
Par Bayaan Karen Tau Hum Kaise Karen,
Dilse Hothon Tak Aaye Par,
Kahe Na Paayen Hum,Kahe Na Pao Tum…