• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Mushkil hai ab in labo ka kabhi muskura paana, Mushkil hai ab is dil ka kisi ke liye dhadak paana, Chalakte hai sirf aansu in aakhon se ab to, Mushkil hai inme kisi ke liye sapne sajaana...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • nikalta hi nahi mera wajood uski yaad se, mil kyon nahi jaata aakhir wo kisi fariyaad se, kya jaruri hai main roz toot ke bikhra karu, na le wo mera imtehaan is andaaz se.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yun Chalte Chalte Thodi Zindagi Se Toh Mil Na Mile Manzil Kinaare Se Toh Mil Dard Dil Ka Yun Roz Ubharta Hai Na Mile Woh “Masroor” Dariye Se Toh Mil Aasu Peene Ka Zikr Toh Woh Roz Karta Hai Na Peeh Sake Usse Zaraa Maikhane Se Toh Mil
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Sab ki khushi ki Chah karte hain Bas hum itna sa Gunnah karte hain Aaj phir un k Intazar mein Bethe hain Dekhna hai kab Wo hamein YAAD karte hain
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Aarzoo Mera Khwab Hai, Jiska Raasta Bahut Kharab Hai, Mere Zakhm Ka Andaza Na Lga, DiL Ka Har Panna Dard Ki Kitab Hai.!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haqikat jaan lo juda hone se pehle, meri sun lo apni sunane se pehle. Ye soch lena bhulane se pehle, bahaut royi hain ye aankhein muskurane se pehle.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "चाहत किसी की गुलाम नहीं होती, मोहब्बत कभी सरे-आम नहीं होती, कैसे भूल जाए आपकी यादों को..., क्योकि हमारी दोस्ती की "सरवर" कभी जाम नहीं होती."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • YeKahne Ki BateiN haiNYaad AayeNge Aap.. Ye Lamha Gujarte Hi BhoolJayeNge Aap.. Ab bas bhi karo YuN NazroN seKhelNaa .. Shayar or Kitno Ko BanayeNgeAap Jalne Se Jyada Jalati Hai Mohabbat Ye Baat Kis Kis Ko BatayeNge Aap Aap Ho To Ghazal Khud LaboN ParChale Aate ... Ho Ke Dur Humse KitnaaRulayenge Aap Naya Hai Zamana Dil Bhi BadalGaye HaiN YahaN ... PuraaNe Dil Ki Kahani Kab TakSunayeNge Aap ... Jis Din "Mussahib" Ne MukammalGhazal Likh Di... Ho ke Bechain Bahut MujhtakChale AayeNge Aap
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap Lakh Bhula Ke Dekh Lo Hum Dilse Yaad Aayenge Honge Aapke Bade Chahne Wale Hum Sabse Badhkar Chahenge Aap Paani Pee Pee Ke Thak Jaaoge Hum Hichkiyan Ban Ban Ke Aayenge. Aap Lakh Bhula Ke Dekh Lo Hum Dilse Yaad Aayenge Honge Aapke Bade Chahne Wale Hum Sabse Badhkar Chahenge Aap Paani Pee Pee Ke Thak Jaaoge Hum Hichkiyan Ban Ban Ke Aayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Ko Pana Chahat Nai Hoti, Na Mil Paye To Ye Kismat Nai Hoti, Yu To Mangne Se Mil Jata He Dil Bhi Par Mange Hue Dilse Mohabat Nai Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • JhuuTaa Niklaa Qaraar Teraa Ab Kisko Hai Aitbaar Teraa Dil MeN Sau Laakh ChuTkiyaaN LiiN Dekhaa Bas Ham Ne Pyaar Teraa Dam Naak MeN Aa Rahaa Thaa Apne Thaa Raat Ye Intizaar Teraa Kar Jabr JahaaN Talak Tuu Chaahe Meraa Kyaa, IKhtiyaar Teraa LipTuuN HuuN Gale Se Aap Apne SamjhuuN HuuN Ki Hai Kinaar Teraa “Insha” Se Mat RuuTh Mat Khafaa Ho Hai Bandaa Jaanisaar Teraa...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • KHUDA KARE KOI ISHQ KA SHIKAR NA HO, JUDA APNE DILBAR SE KOI YAAR NA HO, MAI UNKE BINA PURI ZINDGI GUZAR DU PAR SHART YE HAI KI USKO KISI AUR SE PYAR NA HO.......ASHOK GUPTA
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • =UCCHH ViCHAR= Jeevan Me Har Jagah Hame "Jeet"Chahiye Hoti Hai Sirf Phool Wale Ki Dukan Aisi Hai Jaha JaKe Hum Kehte Hai Ki "Haar"Chahiye!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Fulo Se Hasin Muskan Ho Aapki, Chand Sitaro Se Jada Shan Ho Aapki, Jindgi Ka Sirf Ek Ho Maksad Aapka, Ki Aasman Se Uchi Udan Ho Aapki.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uski Ek Jhalak Mai Paana Chahti Hu Use Mai Apne Dil Me Basana Chahti Hu Khuda Kare Wo Haan Kar De Use Mai Apni Zndgi Banana Chahti Hu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaisi Hai Teri Tamanna Waise Pyaar Karenge...... ••• ►♥ Har Dhadkan Par Apni Wafa Ka Ikraar Karenge... ••• ►♥ Jaha Bhi Jaoge Har Kadam Hume Hi Paaoge.. ••• ►♥ Ishq Ke Har Modh Par Tera Intezaar Karenge...............!!! ••• ►♥ [♥]
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Jitna Dur Hota He Nazaro Se Utna Hi Wo Dil K Paas Hota He Muskil Se Bi Jiski Ek Jalak Dekhne Ko Na Mile Wahi Zindgi Me Sabse Khaas Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naddan Hai Voh, Hairan Hai Voh, Khud Apne Hi Sawalon Se, Pareshaan Hai Voh, Kya Bataun Unhe, Ki Pyar KyaHota Hai Abhi Sacchi Mohabbat Se, Anjaan Hai Voh
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zndgi Me Sabse Jayada Dard Dil Tootne Par Nahi.. Vishwas Tootne Par Hota Hai.. Qki Hum Kisi Par Vishwas Karke Hi Usse Dil Lagaate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kehte He Jise Nasib Mil Gya Hatho Se* Ban K Aansu Chalak Gya Aankho Se* Kese Bhula Du MAI Use 1 Pal Me, Jo Door Hi Nahi Gya Meri Sanso Se*
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS