Soz-e-dil bhi nahi sukun bhi nahi
zindagani vabal yun bhi hai
teri khvahish aur is qadar khvahish
vajah-e-hasil sahi junun bhi hai
khush bhi hai iltafat-e-dost se dil
gairat-e-ishq sar nigun bhi hai
jal ke bujh bhi gai ‘zia’ aksar
aag sine mein jyon ke tyon bhi hai
Hamare sine main ik tasveer bani hai teri,
Bazu pe tera naam likha rakha hai,
Agar pyar ki jarurat ho yahan aa jao,
Mene weerane main ik pyar ka saher bsa rakha hai.......
Sakht Rahon Mein Ab Asan Safar Lagta Hai,
Ab Anjan Ye Sara He Shehar Lagta Hai,
Koi Nahi Mera Zindagi Ki Rahon Me,
Mera Ye Gum He Mera Humsafar Hai Lagta Hai.
Never Look At A Good
Face, It Will Become Old
One Day, Never Look At
A Good Skin, It Will
Wrinkle One Day, Always
Look At A Loyal Heart, That
Will Miss You Everyday.
Likhu kuchh aaj ye waqt ka takaaza hai,
dil mein dard abhi taza hai,
Gir padte hain aansu mere kagaz par,
Lagta hai kalam mein syahi kam dard zyada hai..iii
Khwab Khoday Tu Teri Yaad K Khander Niklay
Khud Mein Doobay Tu Teri Zaat K Ander Niklay
Be Wajah Na Thi Be Jaan Baaton Ki Chahat
Dil Jo Toota Tu Tery Piyar K Mander Niklay
Hum To Samjhay Thay K Hon Gay Yeh Do Char
Ansuu
Ronay Bethey To Samander K Samander Nikley…!
Jab tammanna phool si khil jayagi,
Tab koi pyari gazal ban jayagi.
Ho bhalayi ka tassavur zahan main,
Ye zameen jannat tabhi ban payagi.
Khushbuain ho jab fiza main pyar ki,
Her kali phir phool ban khil jayagi.
Aankh se annsu uthaa kar pijiye,
Phir dilo ki durian mit jayagi.
Jeevan Mein Bas Aap Se Hi Pyaar Kiya Tha,
Aapse Hi Toh Mohabbt Ka Izhaar Kiya Tha,
Agar Chhodna Tha YunHi Toh Inkar Kar Dete,
Tab Toh Aapne Bhi Dil Se Ikrar Kiya Tha
ज़िन्दगी हूँ तो सनम एतबार से डर कैसा !
ज़माना कुछ भी सोचे दीदार से डर कैसा !!
बहोत होगा तो बस जान ही लेगी दुनिया !
मोहब्बत है तो फिर इजहार से डर कैसा !!