• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Zindagi mein naye log hardum milenge, Kaheen jyada to kaheen kam milenge, Aitbaar zara soch kar karna, Mumkin nahin har jagah tumhein ‘HUM’ milenge
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • आज हम हैं कल हमारी यादें होंगी, जब हम ना होंगे तब हमारी बातें होंगी, कभी पलटोगे जिंदगी के ये पन्ने, तब शायद आपकी आंखों से भी बरसातें होंगी.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • MusKurati AanKho Se Afsaana LiKha Tha, Shaayad AapKa Meri Zindagi Mein Aana LiKha Tha, Taqdeer To DeKho Mere Aansuon Ki, InKa Bhi AapKi Yaad Me Beh Jana LiKha Tha...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • An Kahi K Lehje May. Kya Nahi Kaha Hum Ne. An Suni K Parde May. Kya Nahi Suna Tum Ne. Raaz Jo Nahi Khulta, Jaante Hain Hum Dono. Dooriyon Se Darrna Kya. Aah Sard Bharna Kya. Aysi Rut B Aaye Gi. Jab K Shakh-E-Farda Par. Misl-E-Gul Khilen Gay Hum. Aik Din Milen Gay Hum...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe B HSne Ki Tamanna"H, Is"Gum Ke Sagar Me Khushiya La De Koi, Tanha"Chalte Chalte Thak Gaye Hum, Safar Ki Tanhai Aakar Mita"De Koi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waada Karo Ke Hamein Apni Jaan Banaoge Waada Karo Ke Hamesha Saath Nibhaoge Ye Nahin Kehta Ke Rooz Yaad Karna Bas Yaad Rakhna Jab Dua Ke Liye Haath Uthao Geeeee
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koshish Kro K Koi Tm Se Na Roothe, Zindagi Me Apno Ka Saath Na Choote, Rishta Koi B Ho Use Aise Nibhao, K Us Rishtey Ki Dor Zindagi Bhar Na Toote
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na jo thum sakay kisi aur say, Main bujhta aik chiragh hoon, Mera room room dard dard, Meray dukh ka sira nahin, Meri laghzishon main pali barhi, Koi khoi kahani bhi hai, To jo sath hai to sukoon naheen, To jo rooth gia to azab hai, meri zindagi hai aik goo mago, mujhay roshni milti naheen
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ho Sake To Tum Apna Ek Wada Nibhane Ana" "Meri Payasi Ankho Ko Apna Deedar Karwa Ke Jana" "Badi Hasrath Thi Tumhare Bahon Mein Bitau Kuch Pal" "Agar Yeh Sans Tham Gayi To Meri Lash Se Aakar Lipat Jana"
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Patter Se Pyar Kiya Nadan The Hum... Galti Humse Hui Insaan The Hum... Aaj Jinhe Humse Baat Krne Main Takleef Hoti Hai... Kbhi Wo Kehte The Unki Jaan Hai Hum...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khud Se Bhi Kuch Khafa Se Lagte Ho Ishq Main Mukhtala Se Lagte Ho sweet Dard-E-Dil Ka Sabab Ho Tum Lekin Dard-E-Dil Ki Dawa Se Lagte Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Agar Aasman Ko Neend Aaye To Sulau Kaha ? Dharti Ko Maut Aaye To Dafnau Kaha ? Sagar Mein Lehar Aaye To Chupau Kaha ? Jab Mujhe Teri Yaad Aaye To Jaau Kaha ?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dur rehkar kareeb rehne ki aadat hai , Yaad bankar aankho se behne ki aadat hai , Kareeb na hote hue bhi kareeb paoge , Mujhe ehsaas bankar rehne ki aadat hai sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dipika: 1 chutki sindur k kimat tum kya jano Swapan babu? Swpn: Mai jo kuch v janta hoon is k lia sindur k nahi kuch aur cheez k jarurat hai. Dpika: Fir 2 mujeh v janna padega wo cheez kya h. Swpn: Thik h, magar 2m chillawo gi toh? Dpika: Nahin muje achcha hi lagega. I"m su
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Ke Gamo Ka Koi Hisaab Nahi, Ye Aag Ka Dariya Hai Koi Sailaab Nahi, Sach Kehte Hain Log, Aashiq Tadaap Tadaap Ke Mar Jaate Hain.. Qki, Ishq Ke Rog Ka Koi Ilaaz Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bichar Gaya Hai To Uska Sath Kya Mangu, Zara Si Umar Hai Gam Se Nijaat Kya Mangu Wo Sath Hota To Hoti Zarurtein Bhi Bahot. Akeli Jaan Ke Liye Kayinaat Kya Maangu.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaise hai ye duniya ham samjh nahi paaye. Bhikhre hue sapne ham jod nahi paaye, Sayad honge ham hi itne Bure, Jo kisi ke dil mai ham utar nahi paaye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hum Khud Pe Gurur Nahi Karte Kisi Ko Dosti Karne Pe Majboor Nahin Karte Magar Jise Ek Baar Dil Mein Basa Lein Usse Marte Dum Tak Dil Se Door Nahin Karte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS