Jis Din Meri Arthi Iss Duniya Se Vida
Hogi;
Ek Alag Sama Hoga Ek Alag Baat
Hogi;
Kehna Uss Bewafa Se Mar Gaye
Tumhare Chahne Wale;
Ab Na Hum Hain Aur Na Hamari
Batein Hogi!
Zndgi ko pyar aap se jayada nahi karte..
Kisi pe aitbaar aap se jayada nahi karte..
Aap ji sake mere bina to acchi baat hai..
Hum ji lenge aapke bin ye waada nahi karte..!
Khan
Muskan ke dayre mein dil hmesha khush nahi hota,
Ansuo ke naseeb mein hamesha gam nahi hota,
Bad jae faasle chahe jitne,
Kuch apno ke liye pyar kabhi kam nahi hota.
Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte the
Yaad unhe din-raat kiya karte the
Ab un raahon se guzra nahi jaata
Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the..ii
Har Pal Tum Se Pyar Kiya Karte Hain
Ek Ajeeb Sa Khud Se Sawal Kiya Karte Hain
SMS To Auron Ke Bhi Aate Hain
Fir Bhi Hum Apke Hi SMS Ka Intezar Kiya Karte Hain
Kab teri yaad mein dil choor nahin hota,
Kab tumse milne ko dil majboor nahin hota,
Ya sach hain ki zindagi mein dil usi ko toot jata hai jiska kabhi koi kasur nahi hota.
Shadab Khan Mansuri
Tujhe Yaad Kartay Hain Khuda K Naam K Baad,
Kabhi Subah Se Pehlay Kabhi Shaam K Baad
Kabhi Milo To Kuch Kahain, Kuch Batayen
Kuch Sham Se Pehlay Kuch Sham K Baad ...
Dil Ki Dewaron Pe Tera Naam Likhtay Hain
Kabhi Fursat Mein Kabhi Kaam K Baad ..
Meray Marny K Baad Bhi Log Tujhay Pukarain Ge
Kabhi Meray Se Pehlay Kabhi Tery Naam K Baad.
तेरे लिए तो हूँ मैं बस वक़्त का एक बुलबुला,
जितना जीना था जी लिया, लो अब मैं चला |
तुझे याद करता हूँ तो बढ़ जाती है तकलीफ़ें,
ऐ ज़िन्दगी तू यहीं ठहर, लो अब मैं चला |
Teri yaad mein humne kalam uthaayi
liya paper aur tasveer aapki banai
socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi…
Muddton Ke Baad Aaj Fir Us Se
Sapne Mein Mulaqat Ho Gayi
Badi Der Se Aankhein Sookhi Thi
Aaj Fir Barsaat Ho Gayi
Kaise Mita Du Uski Yaadon Ko Is Dil Se
Poori Zindagi Se Lambi Aaj Ki Raat Ho Gayi.
Husn Aur Ishq Ki Adawat Mein
Na Koi Haar Na Hi Jeet Hoti Thi
Door Hote Toh Band Aankhon Se
Ek Dooje Ki Deed Hoti Thi
Quais-O-Laila Se Hum Mamasil The
Aisi Chaahat Ki Reet Hoti Thi
Jiski Hasti Hamari Jannat Thi
Mah-e-Rukh Ek Haseen Hoti Thi