• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Zindagi bhut kuch sikhati hai, Thoda rulati hai thoda hasati hai, Khud se jyda kisi pe bharosa mat karna, Kyunki andhere mai to parchai bhi sath chod jaati hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab majbori me koi humse juda hota hai....jarouri nahi ki wo bewafa hota hai....chahe bhale hamare Aankhon me wo aansho chhod ajate hain....lakin tanhai me hamse ziyada wo rota hai.....?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khuda Bhi Kaise Kaise Rishte Bana Dete Hai... . .. ... Jinko jaante Bhi Na The Kbhi Unko Jaan Se Bhi Pyara Bana Deta Hai...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte the Yaad unhe din-raat kiya karte the Ab un raahon se guzra nahi jaata Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi na mila jispe jaan luta dete, har ek ne dhoka diya kisko bhula dete, dard dil me rakha hai, agar karte bayan toh mehfil ko rula dete.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kahin mahfile sajti kahin khusiyon ke hai nagme Gairon ke sath wo bewafa khusiyan mana rahi hai Milke juda hona yeh ab kissa hai purana Iss bedard zamane me wafa bikti ja rahi hai Mujhko mila hai dard kitna kisko hai pata ? Iss dard ki dil me ab jalti ja rahi hai Jo gam sahe hai maine ab kitne sah rahe hai “SAGAR” ki har gazal aaj rang la rahi hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Alag Tha Kehne Ka Andaaz Unka.. Ki Suna Bhi Kuch Nahi Aur Kaha Bhi Kuch Nahi.. Kuch Is Tarah Bikhre Unke Pyar Me Hum.. Ki Toota Bhi Kuch Nahi Aur Bacha Bhi Kuch Nahi..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • कुछ उलझे सवालो से डरता हे दिल जाने क्यों तन्हाई में बिखरता हे दिल किसी को पाने कि अब कोई चाहत न रही बस कुछ अपनों को खोने से डरता हे ये दिल
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi ne hume rulaya to kya bura kiya, Dil ko dhukaya tho kya bura kiya, Hum to pehlese hi tanha the…. Kisi ne ehasas dilaya to kya bura kia.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere kuch jazbaat hai kahin khoye hue se, Kaise kahun tumse woh jaise hai sharmaye hue se, Parr din aaaj hai mohabbat ka,ab naa chup rahun, Ye tera hi pyar hai,jis se harr baag chaman khile hue se !!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ROTE Logo Ko Mnana Aata Hai, Gham Me Dube Ko Hasana Aata Hai, Hum Dukhi Logo Ko Khush Kr Dete Hai, Aur Log Samajhte Hai is Pagal Ko Sirf Hasana Aata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kbhi Humare Pyar Ka Ehsas Kiya Hota, Humare Dil Ki Chot Ka Dard Liya Hota, Hum B Jindagi Ko Haseen Lamha Samajhte, Agar Kisi Apne Ne Humara Saath Diya Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • सफर का लुत्फ लेना हो तो साथ में सामान कम रखिए, ..........और......... जिंदगी का लुत्फ लेना है तो दिल में अरमान कम रखिए,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hume Koi Kahe Bura To Bhi Hum Ji Lete Hain, Hum Dua Dekar Unko Apne Hont Si Lete Hain, Hamare Dilme Dard Ho Chaahe Kitna Bhi, Zeher Ka Ye Pyala Chupke Se Pi Lete Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Haar Me Bhi Milti Hai Jeet Ki Khusi Gam Me Bhi Khilte Hain Honto Pe Hansi.. Zndgi Ki Dor Kuch Is Tarah Hai Aap Se Judi.. Ki Aap To Lagte Ho Jaise Jaadu Ki Pari..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mere janaze ke peeche sara jahan chal raha tha.. Saath tu hi na thi yahi gum kha raha tha Akhir hoti bhi sath kaise tu Mera janaza tere janaze ke peeche chal raha tha..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nazre MiLe Ek Zamana Ho Gya, Aisa Lagta Hai Apna Koi Begana Ho Gya, Wo To Chale Gaye Humse Door, Lekin Mushkil Is DiL Ko Samjana Ho Gya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS