• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Ek raat khuda ne mere DIL se pucha, tu dosti me itna kyo khoya hai, tab Dil bola Dosto ne hi di hai saari khushiyan, varna pyar karke to Dil hamesharoya hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • zindagi mein kucchh baatein sachh hoti hain: ek sachh yeh hai ki main tumse pyaar karti hoon, ek sachh yeh bhi hai ki yeh sab jaanke bhi tum mujjhe chhod kar chale gaye,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Aaine Ke Taqdeer Me Tasveer Nahi Hoti Har Kisi Ki Taqdeer Ek Jaisi Nahi Hoti Bahut Khushnaseeb Hote H Wo Log Jinke Haatho Me Milan Ke Baad Bichadne Ki Lakir Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil se na pucho ki tel kitna hai, Saanson se na pucho ki baaki khel kitna hai, Puchna hai to us jalti hui laash se pucho, Zindagi me gam or kafan me chain kitna hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kashish dil ki har cheez bhula deti hai, Band aakhon mein bhi sapne saja deti hai, Sapno ki duniya jarur rakhna dost, Kyun ki hakikat to aksar logo ko rula deti hai…!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe Dard E Ishq Ka Mazaa Malom Hai Dard E Dil Ki Inteha Malom Hai Zindagi Bhar Muskurane Ki Dua Naa Dena Mujhe Pal Bahar Muskurane Ki Sazaa Malom Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Saari Umar Tumko Pyar Mile, Jo Dil Me Ho Wo Hazaar Baar Mile, Bichad Jaate Hai Milne Ke Baad Kuch Logn... Jo Na Bichde Tumko Aisa Pyar Mile..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Main Ne Samjha Khel Jisay Wo Pyaar Tha, Main Ne Chaha Jisay Us K Dil Mein Kisi Aur Ka Muqam Tha, Tora Hai Dil Jis Ka Main Ne , Shayed Yeh Usi K Pyaar Ka Imtehan Tha .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waqt fisalta hai ret ki tarah, Hum bas use sambhalna bhul jate hai, Kuch log bahut khaas hote hai zindagi mai, Hum bas unhe pehchanna bhul jate hai!.... PN
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Baar Unki Salamati Ki Dua Karenge, Unki Aarzu Me Apni Hasti Fanah Karenge, Wo Chahe Daaman Bachale Humse Lekin, Hum Marte Dam Tak Unse wafa Karenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chaha the humne jise use bhulaya na gaya, Zakhm dil k logon se chupaya na gaya, Bewafai k baad bhi itna pyar karta hun ki, Bewafa ka ilzam b us par lagaya na gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Leke hum dusro ki hasi kya kare, Jo apni nahi wo khushi kya kare, Tanha jine se behatar hai mar jaye hum, Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare !
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ye Kis K Aansu Gire Kafan Pe Mere Ye Kon Roya Mujh Jese Ajnabi K Liye Meri Mot K Baad Hi Unko Ehsas Hua K Main Kitna Anmol Tha Uske Zindagi Kliye....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pani Ka 1 Katra Aankh Se Gira Abhi, Kya Tumne Mujhko Yaad Kiya Abhi, Tujhse Mile Zamana Hua Magar, Yun Laga Koi Mujhse Mil K Gaya Abhi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi Dukh Na Ho Koi Gaam Na Ho Koi Aankh Kabhi Purnam Na Ho Koi Dil Kisi Ka Toray Na Koi Saath Kisi Ka Choray Na Bas Pyar Ki Nadiya Behti Ho Kaash K Dunya Aisi Ho. Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Zulfo Ke Lahrane Par Shayad Khuda Bhi Fida Hai Warna Yu Bewaqt Hawayein Chala Nahi Karti — Dhal Rahi He Shabnami Raat Halke Halke Aise Mein Na Jao, Na Wade Karo Kalke Bistar Ki Salwto Se Maloom Hota Hai Kaati He Tumne Bhi Raat Karwat Badal Badal Ke
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitna Bebash Hai Insaan Kismat Ke Aage,, . Sapna Tut Jata Hai Haqikat ke Aage,, . jisne kabhi Jhukna Naa Sikha Ho Duniya Main,, . Wo Bhi Jhuk Jata Hai Chahat Ke Aage. Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Shayar To Ham Hain Shayari Bana Denge, Aapko Shayari Mein Qaid Kar Lenge, Kabhi Sunao Hame Apni Aawaz, Aapki Aawaz Ko Ham Ghazal Bana Denge...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Janay Kab Phir Milay Tere Mere Rastay Saath Tootay Nahi, Yaad Itna Rahay Raat Dhalni Hai, Ujalay Anay Tou Hain Khawab Udhuray Sahi Khawab Saharay Tou Hain …
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS