• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Waqt Noor Ko Benoor Kar Deta H, Thore Se Jaqm Ko Nasoor Kar Deta H, Kon Chahata H Apno Se Door Hona, Par Waqt Sabko Majboor Kar Deta H.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Baar Dil Se Yeh Paigham Aaye, Zubaan Kholon To Tera He Naam Aaye, Tum He Kion Bhaye Dil Ko Kya Maloom, Jab Nazroo K Saamne Haseen Tamam Aaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi To Ki Hogi Suraj Ne Chand, Se Mohabbat Tabhi To Chand Mein Daag Hai, Mumkin Hai Ki Chand Ne Ki Hogi Bewafai, Tabhi To Suraj Mein Aag Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • bottle main Pepsi say zyaada.... used Socks main smell say bhi zyaadaa.... Adnan Sami main charbi say zyaada... Mithai main sweet say zyaada... India main coruption say zzyaada... I LOVE UU
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • lete hi dil jo aashiq-e-dil-soz ka chale tum aag lene aaye the kya aaye kya chale Bal be garur-e-husn, zamin par na rakhe paon maninde aaftab wo be naqashe pa chale kya le chale gali se teri hum ke jun nasim aaye the sar pe khak udane, uda chale aaluda chashm mein na hui surma se nigah dekha, jahan se saf hi ahale safa chale sath apne le ke tausane umare ravan ko aah hum is saraye dahar mein kya aaye kya chale fikare qanayat unko mayassar hui kahan duniya se dil mein le ke hirs-o-hava chale ae ‘zauq’ hai gazab nigahe yar, alhafeez! wo kya bache ke jis pe ye tir-e-qaza chale
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tu Tha To Tha Yakeen Ki Khuda Bhi Hai Yaheen Har Sakhsh K Chehre Mein Khuda Nahi Milta Ab Kya Ibaadat Kya Dua, Kiske Aage Karun Sajda Kis Kaam Ke Maszid Jab Khuda Hi Na Mil Sakka
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ek main kya abhi aayenge divane kitne abhi gunjege muhabbat ke tarane kitne zindagi tumako sunayegi fasane kitne q samajhati ho mujhe bhool nahi paogi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ye tune kya kiya, bewafa ban gaya wada todke, chal diya is tarah raste mein tu mujhe pichhe chhodke, aage tu nikal gaya, sathi tu badal gaya,dosti todke.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Phir Usne Milne Ka Wada Kiya Tha, Ek Saath Jeene Merne Ka Irada Kiya Tha, Jo Door Ho Gaye Hamse To, Koi Majboori Hi Hogi. Warna Pyar To Yaaro Hamse, Usne Bhi Hadd Se Jyada Kiya Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaa rahe hai hum sabse dur leke yaadon ka vaada, Kahenge hum alvida une jaane se pehle, Le lia hai unhne humse na milne ka vaada, Pr bataynge jarur unhe ki ja rahe hai hum unki dunia se sada
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pani main pathar mat pheko Koi pani pita hai Pani main pathar mat pheko Koi pani pita hai Apne chehre par muskuhart sajaye rakha karo Koi isi muskan ke liye jita ha
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • APKE AANE SE ZINDAGI KITNI KHUBSURAT HAI. DIL ME BASI HAI JO WO APKI HI SURAT HAI. DOOR JAANA NAHI HAMSE KABHI BHULKAR BHI. HUME KABHI BHULKAR BHI. HUME HAR KADAM PAR AAPKI ZARURAT HAI..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Dene Vaale Marta Chod Gaye, Apnapan Jataane Vaale Tanha Chod Gaye, Aur Jab Padi Zaroorat Apne Humsafar Ki, Woh Saath Chalne Vaale Apna Raasta Mod Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhe Yah Baat Pareshan Nahi Karti Ki Kisi Ne Mujhse Jhoot Boola! Balki Yah Baat Pareshan Karti Hai Ki Abse Main Us Par Vishwash Nahi Kar Paunga!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaifiyat mere ishq mein itni hai, Door jaa jaaker bhi tuh laut k ayegi, Nahi mitega mera saya tere ankho se, Harr ashq mein tu apne mujhe hi payegi !!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gham K Samondaron Mai Khoya Howa Hoon Mai! Honton Pay Hansi Rakh K Roya Howa Hoon Mai! Mil Jayay Agr Koi Khushi To Lagta Hai Mujhay! K Jagti Ankhon Mai Bhi Soya Howa Hoon Mai!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum pucho aur main na bataun aise to halat nahi ek zara sa dil tuta hai aur to koi baat nahi kis ko khabar thi sanvale badal bin barase ud jate hain savan aaya lekin apni qismat mein barsat nahi mana jivan mein aurat ek bar mohabbat karati hai lekin mujhko ye to bata de kya tu aurat zat nahi khatm hua mera afasana ab ye aansu ponch bhi lo jis mein koi tara chamake aj ke raat wo raat nahi mere gam-gin hone par ahabab hain yon hairan “qateel” jaise main pathar hun mere sine mein jazbat nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Muskuraate Palko Pe Sanam Chale Aate Hain.. Aap Kya Jaano Kaha Se Hamare Gam Aate Hain.. Aaj Bhi Us Mod Par Khade Hain.. Jaha Kisi Ne Kaha Tha Ki Thero Hum Abhi Aate Hain..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapki Tasveer Ko Hum Ulat Palat Kar Dekhte Rahe.. Din Raat Aap Ke Khayaalon Me Uljhe Rahe.. Maloom Tha Aap Humse Door Hain.. Firbi Aapko Apne Aas Paas Khojte Rahe..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamne socha unki yad me tadapna chod denge, unke liye yu tarsana chod denge,dil ko kaha tu bhul ja unko... Dil bola agar dobara kaha to dharakana chod denge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS