• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • "मेरी चाहत ने उसे खुशी दे दी, बदले मे उसने मुझे खामोशी दे दी. खुदा से दुआ माँगी मरने की, लेकिन उसने भी तड़पने के लिए ज़िंदगी दे दी."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gulshan Me Khuda Ne Hzaro Phul Khilaye Hai, Tab Jake Hawa Ke Zoke Mahek Paye Hai, Toote Hai Na Jane Kitne Khubsurat Taare, Tab Jake Aap Jami Par Aaye Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Armaano Se Houseful Hai, Pura Hoga Ya Nhi Ye Doubtful Hai, Yun To Duniya Me Har Cheez Wondarful Hai, Par Zindagi Aap Jaise Dosto Se Powerful Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tera Khyal Teri Talab Teri Arzoo, Ek Bheer Si Lagi Ha Mary Dil K Shaher Main, Dunya Ki Naymtain To Yahan Destiyab Hain, Ek Teri Hi Kami Hai Maray Dil K Shaher Main...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rishta Kisi Se Kuch Yu Nibha Lo, Ke Unke Dil Ke Sare Gam Chura Lo.. Itna Asar Chhod Do Kisi Par Apna, Ki Har Koi Kahe Humse Bhi Apna Koi Rishta Bana Lo..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itne Haseen Chehre Ko Dekh Kar Chaand Bhi Sharma Gaya Aaya Mere Pas Aur Chupke Se Farma Gaya.. Ki Ja Raha Hu Mai Chupane Ko Apni Ye Khubsurti. Qki Mujhse Bhi Haseen Koi Aaya Aur Is Jahan Par Chha Gaya..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Pal To Hume Ese De Do, Jinke Sahaare Hum Jee Le, Hume Vo Tarika Bhi Sikha Do Jis Se Hum Muskraa Sake, Ya Fir Jeendgi Chin Lo Humari, Ya Aaghosh Me Apne 2 Pal Hi De Do.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil mein hasrato ko dabake jete hai, Apne gamo ko duniya se chupa ke jete hai, Kya lotega jamana khusiyo ko humare, Hum khusiya to apne pyar pe luta ke jete hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tum kya jaano dard is dil ka, jo bekaraar hai tumhare liye, kbhi aakar pooch bhi liya kro haal is dil ka, jo dhadakta hai tumhare liye…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ek din ayega qayamat hogi, tujhe baaho mein bhar lenge agar ijazat hogi, jab jab nazar ayegi meri shayri, har pal tujhe mujhse mohabbt hogi….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Kisi Aise Shakhs Ko Talah Nahi Karti Jis K Sath Raha Jaye Mohabbat To Aise Shakhs Ko Talash Karti Hai Jis K Baghair Na Raha Jaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • gham ki barish ne bhi tere naqsh ko dhoya nahi tune mujh ko kho diya main ne tujhe khoya nahi neend ka halka gulabi-sa khumar aankhon mein tha yun laga jaise wo shab ko der tak soya nahi har taraf divar-o-dar aur un mein aankhon ka hujum kah sake jo dil ki halat wo lab-e-goya nahi jurm aadam ne kiya aur nasl-e-adam ko saza katata hun zindagi bhar main ne jo boya nahi janata hun ek aise shakhs ko main bhi ‘munir’ gham se pathar ho gaya lekin kabhi roya nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Jeet Le Woh Jigar Hum Rakhte Hai Katal Kar De Woh Nazar Rakhte Hai Wada Kiya Hai Kisi Se Hamesa Muskurane Ka Warana Hum Bhi Ankhon Mai Samunder Rakthe Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yaad Rukti Nahi Rook Paane Se.. Dil Maanta Nahi Kisi Ke Samjhane Se.. Ruk Jaati Hai Dharkan Aapko Bhool Jaane Se.. Isliye Aap Ko Yaad Karte Hain Message Ke Bahaane Se..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ab Us Ko Dil Ka Haal Sunana Chor Diya.., Hum ne B Dil Ki Bat0n Me Aana Chor Diya, Jab Kisi Ko Yaad Hi nahi Ati Hamari, To Hum ne B Ehsas Dilana Chor Diya...!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS