• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tere siva nai jachta koi nigaho me jo tu kahe to bikhar jau teri raho me nazar kaneez teri dil ghulam H tera likha hua mere chehre pe naam H tera.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya, Nazron Ko Jo Deedar Tumhara Mil Gaya, Aur Kisi Cheez Ki Tamanna Kyun Karu, Jab Mujhe Teri Baahon Mein Sahara Mil Gaya. ...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Main Ne Samjha Khel Jisay Wo Pyaar Tha, Main Ne Chaha Jisay Us K Dil Mein Kisi Aur Ka Muqam Tha, Tora Hai Dil Jis Ka Main Ne , Shayed Yeh Usi K Pyaar Ka Imtehan Tha .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Dil ka raz hota hai, Har baat ka ek andaz hota hai, Jab tak na lage bewafai ki thokar, Har kisi ko apni pyar par naaz hota he..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya, Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya, Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar, Kisi Ko Dhoke Baaz, Kisi Ko Bewafahi Paya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मेरे वजूद में काश तु उतर जाऐ, मैं देखुँ आईना और तु नज़र आऐ, तु हो सामने और वक्त ठहर जाऐ, ये जिन्दगी तुझे यूँ देखते हुऐ गुजर जाऐ..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jism Se Meri Rooh Nikaal Di Usne.. Mujhe Udaas Rehne Ki Aadat Daal Di Usne.. Jab Kisi Ne Unse Pucha Mohabbat Me Barbaad Kaise Hote Hain.. Pehle To Wo Bahut Hanse Fir Meri Misaal Di Usne..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har baat samjhane ke liye nahi hoti, Zindagi aksar kuch paane ke liye nahi hoti, Yaad aksar aati hai aapki, Par har yaad jatane ke liye nahi hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi meri wajah se udas mat hona khabhi meri kisi baat par naraz mat hona ye jindagi ek sanghrsh h chlte hi rhna kabhi kisi ke liye kya khud mere liye bhi apne mat badlan
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dur Chale Gaye Tum Humse Lekin Yaad Bankar Dilme Rehte Ho.. Tum Hume Bhool Gaye Lekin Hamari Ankho Me Tum Har Pal Rehte Ho.. Aye Mere Humsafar Itna To Bata Do.. Kya Humse Bichaad Kar Tum Bhi Udaas Rehte Ho..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere deedar ki hasrat jo puri ho jaaye, Fir maut chaahe majboori ho jaaye, Rakh le hum tujhe dil mein basa ke, Kya pata maut ke baad bhi tujhse milna zaroori ho jaaye!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aankh padati hai kaheen paon kaheen padta hai sab ke hai un ko khabar apani khabar kuch bhi nahi shama hai gul bhi hai bul-bul bhihai paravana bhi raat ke raat ye sab kuch hai sahar kuch bhi nahi hashr ke dhum hai sab kahate hain yun hai yun hai fitana hai ek teri thokar ka magarkuch bhi nahi nesti ke hai mujhe kucha-e-hasti mein talash sair karta hun udhar ke ke jidhar kuch bhi nahi ek aansu bhi asar jab na kare ae “tashna” fayeda rone se ae dida-e-tar kuchbhi nahi
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Her Pal Gamo Ki Yaad Me Jalti Hai Zindgi. Bas Mom Ki Tarah Pighalti Hai Zindgi. Kya Raaz Hai Ye Isqh Hua Hai Jab Se, Barbadiyo Ki Raah Pe Bas Chalti Hai Zindgi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gair Ko Dard Sunane Ki Jarurat Kya Hai, Apne Zagde Me Zamane Ki Zrurat Kya Hai, Tum Mita Nahi Sakte Mera Naam, Fir Kitabo Se Mitane Ki Zrurat Kya Hai, Zindagi Yuhi Bahot Kum Hai Muhhobat K Liye Ruth Kar Vakt Gavane Ki Zrurat Kya Hai, Dil N Mil Paye Agar Aankh Bachakar Chal Do Be Sabab Haath Milane Ki Zrurat Kya Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ae Palak Tu Band Ho Ja Khawbon Mein Unki Surat To Nazar Aayegi Intezar To Subah Phir Se Shuru Hoga Kam Se Kam Raat To Sukoon Se Kat Jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Lrka: Dunya Ko Btado K Tm Mujh $E Pyar Krti Ho. Lrki Ne Lrke K Kaan Men Kha: I Love U Larka: Tm Ne Kaan Me Q Kha? Larki: Kyu K Tum Hi Meri Dunya Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Iss ajab daur mein aashiq bhi ajeeb hote hai ek din dost dusre din rakeeb hote hai iss liye toh mene mohabbat nahin ki hai mohabbat mein toh sirf dukh naseeb hote hai .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Uski Yaad Puri Raat Aati Rahi Hum Jaagte Rahe Puri Duniya Soti Rahi Aasman Me Bijli Puri Raat Hoti Rahi Bas Ek Baris Hi Thi Jo Mere Sath Roti Rahi...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS