• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Wo chand h magar aap se pyara to nahi, parvane ka shama k bin guzara to nahi, mere dil ne suni h ek mithi si awaz, kahin aap ne humein pukara to nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मैं रो के आह करूँगा जहाँ रहे न रहे ज़मीं रहे न रहे आसमाँ रहे न रहे रहे वो जान-ए-जहाँ ये जहाँ रहे न रहे मकीं की ख़ैर हो या रब मकाँ रहे न रहे
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khyalon Mein Mere Tu Hi Aaye Sanso Ko Meri Tu Hi Mehkaye Juda Kabhi Nahi Hai Tu Mujhse Meri Zindagi Marne Ke Baad Bhi Tere Sang Honge Mere Saaye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tarash Gaye Aapke Deedar Ko Mera Dil Bhi Bas Aap Hi Ko Yaad Karta Hai Humse Khushnaseeb To Aapke Ghar Ka Aaina Hai Jo Har Roz Aapka Deedar Karta Hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jo Phool Tum Ne Dia Us Me Khushboo Na Rahee, Jo Pyar Tum Ne Kia Us Me Wafa Na Rahee, Ye Sab Khud B Khud Hota Gya, Is Me Meri Koi Khata Na Rahee…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat Har Insaan Ko Aazmati Hai, Kisi Se Rooth Jaati Hai Par Kisi Pe Muskurati Hai, Mohabbat Khel Hi Aisa Hai, Kisi Ka kuch nahi Jaata Kisi Ka Sab Kuch Chala Jaata Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unhe Chahna Hamara Kamzori Hai... Unse Kah Na Pana Hamari Mazbori Hai.. Wo Kiyon Nahi Samjhte Hamari Khamoshi Ko.. Kiya Pyaar Ka Izhaar Kana Zaroori Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Mohabbat rog hoti hykaha b tha! Rula k khud b roti Hy kaha b tha! Usay tum dil ki dharti ka pata mat do, Ye is mai dard boti hai kaha b tha! Kinare k boht nazdeek le ja kar, Ye kashti ko duboti hai kaha b tha! Azal se is ki aadat hai zamane Ko, Jaga kar aap soti Hai kaha b tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Beqadar Hogaye Hain Kuch Dost Hamare, Jo Hamari Zarurat Tak Mehsoos Nahi Karte, Kabhi Bohat Batien Kiya Karte The Hum Se, Ab To Yaad Tak Nahi Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hothon Pe Hasi Dekh Li,Dil Ke Andar Nahi Dekha, Yaaro Ne Mere Gam Ka Samundar Nahi Dekha, Kitni Haseen Hai Duniya Ye Dekha, Hai Apne Mar Mar Ke Jeenewalo Ka Manzar Nahi Dekha, Sheeshe Ka Makaan Tumne Bana To Liya Ae Dost, Lekin Waqt Ke Haath Ka Pathar Nahi Dekha, Rishto Ke Tootne Ka Dard Aap Kya Samjhe, Vo Lamha Kabhi Aapne Jee Kar Nahi Dekha, Bhatke Roshni Ki Talaash Mein Na Jaane, Kaha Kaha Afsos Ki Apni Rooh Ke Andar Nahi Dekha…!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dekha Jo Utre Hain Tare Tere Aangan Mein Ghar Jaayegee Utar Jaayege Doliyaan Chadh Jaayege Mehandee Lagaayegee Re Kaajal Sajaayegee Re Dulhaniyaa Mar Jaayegee
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • ♥ * ♥ Yeh Ishq Bhi Ek Ajeeb Ehsaas Hota Hai ♥* ♥ ♥ * ♥ Alfazon Se Zyada Nigahon Se Bayaan Hota Hai ♥ *♥ ♥ * ♥ Har Pal Bs Uske Gham Aur Khushi Ki Fikar Hoti Hai ♥ * ♥ ♥ * ♥ Isi Ehsaas Se Toh Humko Jeenai Ka Gumaan Hota Hai ♥ * ♥
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS , Love Shayari SMS
  • Nasibon ke khel bhi Ajeeb hote hain, Pyar main Aansu hi Naseeb hote hain, Kaun hona Chahta hai apnon se juda, Par aksar bichcadte hain woh jo karib hote hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Shaam Wo Rukhsat Ka ShaamaYaad Rahega !! :: Wo Shehar Wo Safar Wo Makan Yaad Rahega !! :: Hum Bhool Sake Hai Na Tujhe Bhool Sakenge !! :: Tu Yaad Hai Yaad Tha Aur Yaad Rahega!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hui Hum Se Yeh Nadani, Kay Teri Mehfil Mein Aa Baithe Ho Kay Zameen Ki Khakh Aasman Se Dil Laga Baithe Dil Si Cheez Hai, Dene Ko Hai De Day Magar Koi Qabeel Bhi To Ho Hum To Jaan De Kay Bhi Khush Hain Magar Koi Qateel Bhi To Ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Raat gujri phir mehekti subah ayi, dil dhadka phir tumhari yaad ayi, aanko ne mehsoos kiya uss hawa ko , jo tumhe chhukar hamare pass ayi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Basaya Tha Dil Me Unhe Ye Chahat Ki Bat Thi. Wo Pardeshi Nikale Fitrat Ki Bat Thi. Wado Pe Unke Aaj Bhi Ji Rahe H Hum. Hume Tha Intajar Adat Ki Bat Thi. Ruswa Wo Kar Gaye Hume Sabke Samne. Hum Kuch Bhi Na Kar Sake Sarafat Ki Bat Thi. Chaha Humne Paya Kisi Or Ne Unhe. Wo Mile Na Hume Kismat Ki Bat Thi. Humari Dasta Sun Ke Sara Jaha Roya. Sirf Hum Na Roye Himat Ki Bat Thi. By - Nitesh
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Deewana Hu Tera Sadiyo Se Mai Itni Mohbt Kisne Ki Hogi MereSanam Hadd Se Jyada Chaha H Tuje Maange Tu Jaan To Piche Hatenge Na Kabi Mere Kadam.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kon kehta hai tujhe main ne bhula rakha hai teri yadon ko kaleje se laga rakha hai lab pe aahen bhi nahi aankh mein aansu bhi nahi dil ne har raz muhabbat ka chupa rakha hai tune jo dil ke andhere mein jalaya tha kabhi wo diya aj bhi sine mein jala rakha hai dekh ja aake mahakate huye zakhmon ke bahar main ne ab tak tere gulashan ko saja rakha hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS