• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Tut ke reh gaye hum jab unho ne Hum se dur jane ko Kaha Ek pal main zindgi ko B mar jane ko kaha Hume pata he unse dur jane ka matlab Khamos lafzo main unho ne mar jane ko kaha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Lafz me Matlab Hota Hai, Har Matlab me Fark Hota Hai, Sab Kehte Hai ke Hum Haste BahutHai, Lekin Hasne Walon k DiL me Hi DARD Hota Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • मैं रो के आह करूँगा जहाँ रहे न रहे ज़मीं रहे न रहे आसमाँ रहे न रहे रहे वो जान-ए-जहाँ ये जहाँ रहे न रहे मकीं की ख़ैर हो या रब मकाँ रहे न रहे
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamare Pyar Ko Na Dilse Judaa Karna.. Zndgi Me Na Kabi Ye Gunaah Karna.. Kuch Pal Chaahe Beet Jaaye Humse Baat Kiye Bina.. Zndgi Na Beet Jaaye Dua Karna..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tu Yaad Kare Na Kare Teri Khushi Hum To Tujhe Yaad Karte Rehte Hain Tujhe Dekhne Ko Dil Tarsata Hai Hum To Intezar Karte Rehte Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi Kisi Ko Etna Yaad Na Kare Ki, Uski Zindgi Yaadgar Ban Jaye, Agar Karna Hi Hai To Yaad Utna Karo, Ki Uski Yaad Tumhare Liye Zindgi Ban Jaye...!!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dard me koi mausam pyara nahi hota. Lagi ho pyas to pani se gujara nahi hota. Koi dekhe to hamari bebasi. Ham sabhi ke ho jate hai per koi hamara nahi hota.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yahi bahut hai ke dil us ko dhund laya hai kisi ke sath sahi wo nazar to aaya hai karun shikayaten takata rahun ke pyar karun gaye bahar ke surat wo laut aaya hai wo samane tha magar ye yaqin na aata tha wo aap hai ke meri khvahishon ka saya hai azab hup ke kaise hain barishen kya hain fasil-e-jism giri jab to hosh aaya hai main kya karunga agar wo na mil saka ‘amjad’ abhi abhi mere dil mein khayal aaya hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaash koi hum par bhi itna pyaar jatata piche se aakar wo hamari ankho ko chupata, hum puchte ki kaun ho tum? Wo has kar khud ko hamari jaan batata.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tanhaiyon me muskurana ishq hai, Ek baat ko sab se chupana ishq hai, Yun to neend nahi aati hamein raat bhar, Magar sote sote jagna aur jagte jagte sona ishq hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Di Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe Kya Umeedein Bandh Kar Aaya Tha Samne Us Ne To Aankh Bhar Ke Dekha Nahi Mujhe
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kyn Tu Mery Hr Gham Hr Khushi Sy Anjaan Hai Yeh Zindegi Bhi Toh Bas Char Din Ki MehmanHai Lag Raha Hai Mjhy Abb Kuch Aisa Tere Liye sweet Tu Hi Meri Mohabbat Aur Tu Hi Meri Jaan Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तुझे फुर्सत न मिली पढ़ने की वरना; हम तो तेरे शहर में बिकते रहे किताबों की तरह।
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Nahi Tha Zor Uski Sitam Nawaziyon Ka, Magar Mujhe Bhi Hosle Mere Khuda Se Mile, Mere Dost Kyun Kehte Hai Baar Baar Mujhse, Wo Mohabbat Hi Kya Jo Iltija Se Mile.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • लेकर आना उसे मेरे जनाजे में, एक आखरी हसीन मुलाकात तो होगी.. मेरे जिस्म में जान न हो, मगर मेरी" जान" तो मेरे जिस्म के पास होगी.!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ishq Ibadat Hai Ise Khone Mat Dena, Bewafaai Gunah Hai Ise Hone Mat Dena, Agar Aapne Bhi Kisi Se Pyaar Kiya Hai Qasam Hai Us Pyaar Ko Rone Mat Dena.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • khuda ne humse kaha dosti na kar. dosti me tu doob jayega. maine kaha ai khuda niche aapke mere DOSTON Se mil tu bhi upar jana bhool jayega...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dua hai zindgi bhar mera pyar kam na ho Manzil meri tum raho hoslaa khatam na ho Tumhe mile har khushi zindagi bhar gam na ho Fariyad karnaa rab se humara rishta khatam na ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri Palko Pe Khwab Rakh Gya Koi, Teri Sanso Pe Naam Likh Gya Koi, Chalo Wada Rha Bhol Jana Hame Agr Hmse Achha Yar Tmhe Mil jaye Tume.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS