• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Zindagi main log milte hain *EVERY TIME* Or ache lagte hain *SOME TIME* Dost bante hain *ONE TIME* Per yaad ate hain *LIFE TIME*
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Naraz Hona aapse galti kehlayegi, Agar aap humse naraz hue to yeh saanse tham jayengi, Haste rehna hamesha, Aapki hasi se hamari zindagi savar jayegi…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jab hum barso baad mile To na jaane kyu wo Humse lipat kr rone lge. Jbki usne hi Jaate waqt kaha tha ki.. Tum jese "Lakho" milenge...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Kisi ka Zindgi Me gzb Intehan Hota Hai, Ishq Me Har Koi Ek-dushre Se anjan hota hai, Mujhe Bhi Ishq Hua Padosh Wali Lalee Se, Jab Dekha tha Use Galery Ki Jaali Se, Number To Lena Uska Bulkul essy tha, Par Jab Bhi Phone kro hamesa bussy tha. Baat Karna Bhi Usse Ek ajab trending tha, Meri Love Story Ka Kya gajab Ending Tha. Uski Sadi Ke Din Tak Mera Msg Pending Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj hasi dekar kal rula na dena, itna yaad karke kal bhula na dena, apne in rishton ko yaad rakhna, kahin inhe bhi msg ki tarah mita na dena.....
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Meri Maut Per Aansu Bhane Ki Bjaye Khushiyan Mana Rahe Hain Vo Meri Kabar Tak Jane Ki Bjaye Aaj Geet Ga Rahe Hain Vo Gam Ye Nahi Ke Vo Mayeeat Mein Nahi Aaye Meri Gam To Ye Hai Ke Is Badnaseeb Aashiq Ki Kismat Par Hans Rahe Hai Vo.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kash Ke Ham Unke Dil Pe Raaj Karte Jo Kal Tha Wohi Pyar Aaj Karte Hame Gum Nahi Unki Bewfai Ka Bas Armaan Tha Ke Hum Bhi Apne Pyar Pe Naaz Karte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil me apki har bat rahegi. Jagah chhoti hai magar aabad rahegi. Chahe hum bhule zamane ko. Aapki ye pyari si "DOSTI" hamesha yaad rahegi."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • तुम मुझे मौका तो दो ऐतबार बनाने का; थक जाओगे मेरी वफाओं के साथ चलते चलते!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ehsaas Bohat Hoga Jab Chhod Ke Jayenge..,, Royenge Hum Magar Ansso Nahi Aayenge,,, Jab Koi Sath Na De Humein Yaad Karna..,, Jahaan Bhi Nhum Honge, Laut Ke Aayenge.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bag ki bat bag ka mali hi samze, Phulo ka dard jhukti dali hi samze, Yeh kaisi reet banai duniya walone, Diye ka dil jale or log roshni samze.@
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo Mujhe Uss Din Meri Duniyaa Lautana Chahti Thi, Guzre Huye Wo Lamhon Ki Yaadon Ko Mitana Chahti Thi, Jaana Thaa Tham Kar Kisi Ka Haath Use Uss Din, Isliye Meri Jaan Mere Likhe Huye, Sare Khat Jalana Chaahti Thi!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Phir Kisi Yaad Nay Raat Bhar Hay Jagaya Mujh Ko Kiya Saza Di Hay Mohabat Nay Khudaya Mujh Ko Din Ko Aaram Hai Na Rat Ko Hay Chain Kabhi Janay Kis Khaak Say Kudrat Nay Banaya Mujh Ko Dukh To Yeh Hay Keh Zamanay Main Milay Ghair Sabhi Jo Mila Hay Woh Mila Ban Kay Paraya Mujh Ko Jab Koi Bhi Na Raha Kandha Mere Ronay Ko Ghar Ki Deewaron Nay Seenay Say Lagaya Mujh Ko Yub To Umeed-E-Wafa Tum Say Nahein Hay Koi Phir Charaghon Ki Tarah Kis Nay Jalaya Mujh Ko
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • दुनिया की सबसे सख्त सजा है इंतज़ार.. पर ये कुछ लोगों के लिए जिंदा रहने का बहाना भी तो है...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Har Koi Pyaar Ke Liye Tarapta Hai.. Har Koi Pyaar Ke Liye Rota Hai.. Mer Pyaar Ko Ghalat Maat Samjhna.. Pyaar To Dosti Main Bhi Hota Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Koi Samjhaye Mujhe Ye Ishq Kya Hai.. Koi Dikhlaye Mujhe Ye Jannat Kaha Hai.. Har Koi Kehta Hai Pyar Ek Khoobsurat Dunia Hai.. Koi Milwaa De Mujhe Wo Pyar Karne Waala Kaha Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS