• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Teri awaz k shenaiyo se pyaar karti hun,khan taswur me tere tanhaiyo se pyaar karti hun, jo mera naam se tere naam ko jode zamane walle, me un charcho se ab me pyaar karti hun .
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyaar Ko Paane K Khatir, Hum Har Had Se Guzar Jayege, Tujhe Paane K Kosis Me Shayad, Apna Sab Kch Hum Kho Jayege, Todte Raho Dil Tum Kaanch Ki Tarah, Hum Tutkar Bhi Sirf Tumhe Chahenge, Kya Hua Gr Tumhe Pa Na Sake, Tumhe Paane K Zid Liye Hi Mar Jayenge, Gr Keh Do Ek Bar Ki Khush Rahoge Humare Bina, Hum Apki Is Duniya Se Chale Jayenge, Maut Bhi Mile Apki Khusi Ki Keemat Par, Apki Kasam Apki Khusi K Liye Mar Jayenge…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Love Is Like A Lump Of Gold, Hard To Get, And Hard To Hold. Of All The Girls I’ve Ever Met, You’re The One I Can’t Forget. I Do Believe That God Above, Created You For Me To Love. He Chose You From All The Rest, Because He Knew I Would Love You Best.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • dil udaas hai, aankhe nam bhi hai, tanha raate hai, dil me gam bhi hai viraniya me kabi khud se puchta hu kya in aansua ka koi mausam bhi hai...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • देखे हे चहेरे इस दुनिया में हमने कही, फिर भी वो चहेरा कुछ ख़ास था..!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Umr bit jayegi u teri yado me tdpte tdpte Aanshu b sukh jayege u behte behte Tuje b ahesash ho jaye is mahobbt ka rehte rehte To hm b ji uthe is pyar me hr gm ko sehte sehte
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bhool se agar koi bhool hui, To bhool samajhke use bhool jaana, Arey bhoolna sirf bhool ko, Bhoolkar bhi hume na bhool jaana!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kismat humpe itna ehsaan kar jaaye, Yeh saare haseen khwaab haqeekat ban jaaye, Na karenge dua koi aur khuda se, Agar zindagi ke safar mein aapka saath mil jaaye!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hasna jamara kisi ko gawara nahi hota, Har musafir zindagi ka sahara nahi hota, Milte hain bahot insaan is tanha is zindagi mein, Par har insaan tumhare jitna pyaara thodi na hota hai…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • kuch chehre bhulaye nahi jaate, kuch naam dil se mitya nahi jaate, mulakat ho na ho lekin mere dost, dosti ki chirag bujhaye nahi jaate
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Ahista ahista aapka yakeen karnelage hain…. Ahista ahista aapke kareeb aanelage hain… Dil tho dene se ghabraathe hain… Magar ahista ahista aapke dil kikadar karne lage hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zakhm Itne Gahre Hai Izhaar Hya Kare Hum Khud Nishana Ban Gaye Vaar Kya Kare Mar Gaye Hum Magar Khuli Rahi Aankhe Ab Is Se Zyada Intezaar Kya Kare
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Unki yaad aakar dil jala deti hai, Jo karni ho baate wo baate bhula deti hai, Chocha na tha is tarah se chhod ke jayegi, Ek pal ko sab bhula deti hai..ii
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Intezar ke pal bitana mushkil hain Betei hue lamhe wapis lana mushkil hai Jo ek bar bas jaye dil mein dhadkan banke Woh pyar dil se bhulana mushkil hai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Maujon ka aks hai khat-e-jam-e-sharab mein ya khoon uchal raha hai rag-e-mahatab mein wo maut hai ki kahate hain jisako sukun sab wo ain zindagi hai jo hai iztarab mein dozakh bhi ek jalva-e-firdaus se husn hai jo is se bekhabar hain wohi hain azab mein
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hamare "PYAAR" ko na dil se juda karna, Zindagi me na kabhi ye gunaah karna, Kuch pal chahe beet jaye aap se baat kiye bina, par Zindagi na beet jaye ye dua karna.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jindagi Ek Chahat Hai, Silsila Hai, Koi Mil Jata Hai Koi Bichd Jata Hai, Jise Mangte Hain Hum Apni Duaon Mein, Wo Bina Mange Kisi Aur Ko Mil Jata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS