• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • TUM BAHUT HASIN HO,GULAAB JAISI HO BAHUT NAZUK HO KHWAB JAISI HO HOTHON SE LAGAKAR PI JAUN TUMHE SIR SE PAON TAK SHARAB JAISI HO. (YOU ARE SO BEAUTIFUL! I LOVE YOU swee2..!)
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na Hi Hoon Main Faraz, Na Hi Ghalib, Or Na Hi Zafar Pir B Lektha Hoon Teri Yaad Main Shair O Ghazal Shaam O Seher Na Hi Hoon Main Ranja, Na Hi Farhad, Or Na Hi Majnoon Pir B Najane K Har Waqt Teri Yaad Main U Tadpoon Na Kiya Tumne Wada Milne Ka Or Na Hi Kiya Humne Wada Milne Ka Lakin Pir B Ha Iss Dilme Ass Tere Sang Chalne Ka
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • क्या करे जब किसी की याद आये, हर धड़कन पे किसी का नाम आये, कैसे कटेंगे ये लम्हे इंतज़ार में उसके, इश्क़ में हर घडी मेरी जान जाये!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Barso se koi shakhs rulane nahi aaya, Jalti hui aankho ko bujhane nahi aaya... Waade to kiye the saath jine aur marne ke,sweet Aaj rooth gaya hun To manane tak nahi aaya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aap Pe Hi Khatm Sari Chahat Hogi, Phir Na Kisi Pe Ye Inayat Hogi, Kuch Is Tarah Karenge Yaad Apko, Na Apko Khabar Na Zamane Ko Shikayat Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindgi kis taraf chali hai tu Soch le har jagah chhali hai tu Ashq behte rahe aankhon se Julm ki aag main jali hai tu Gardish-e-vaqt raund dalegi Badi najuk naram kali hai tu Sainkdon shakhsh aate jaate hain Aisi aawara ik gali hai tu…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aaj Bhi Vo Ehsaas Zinda Hai Is Dil Me, Jab Palke Uthake Pehlibar Dekha Tha Tumne, Aaj Bhi Kabhi-Kabhi Yun Hi Muskan Aati Hai Hothon Pe, Jab Mujhe Dekh Ke Pehlibar Muskuraya Tha Tumne, Aaj Bhi Badh Jati Hai Ye Dhadkane, Jab Pehlibar Chhua Tha Tumne, Kya Hua Agar Aaj Hum Sath Nahi Hain, Fir Bhi Tumhara Har Ehsaas Zinda Hai Is Dil Me….
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kismat Or Dil Me Itna Sa Fark He Ki Jo Log Dil Me Hote He Wo Kismat Me Nhi Hote Or Jo Kismat Me Hote He Wo Dil Me Nhi Hote...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ki Dhärkäñ Aur Üski Säda hö Tüm, Méri Péhli Aür Aäkhri Wafä Hö Tüm Chähä hai Tümkö chàhat Sé Bärh Kar méri Chähataur Chähatki Iñtiha hò Tüm
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain, itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain. main na jugnu hun diya hun na koi tara hun, roshni wale mere nam se jalte kyun hain. nind se mera talluq hi nahin barson se, khwab aake meri chat pe tahalte kyun hain. mod hota hai jawani ka sambhalne ke liye, aur sab log yahin ake phisalte kyun hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Bina pyar kiye riste nhi bante... Bina sunder labjo ke geet nhi bnte.. Tan wo hi sunder h jisme h sunder man... Jab dil se dil na mile to pyar ke riste bna nhi krte..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • 'Tanha Thi Zindgi Lakhon Ki Bheed Me.. Socha Koi Dost Nahi Takdeer Me.. Par Jab Aap mile To Aisa Laga.. Jaise Kuch Khas Tha Kismat Ki Lakeer Me..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapko koi gam ha to khushi hum h, ro rahe ho to hashi ham, udaas ho to umang hum h, akele ho to sath hum h ab muskura bhi do kyuki jab hum hai to kya gum hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi ki yaado ne pagal bana rakha hai, Kahi mar na jau kafan sila rakha hai, Jalne se pahle dil nikal lena.. Kahi wo na jal jaae jise mene dil me chupa rakha hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Badalna Aata Nahi Humko Mausmo Ki Tarah Har Ek Rut Mein Tera Intejar Karte Hain Na Tum Samet Sakogi Jise Qyamat Tak Kasam Tumhari Tumhe Itna Pyar Karte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • agarche do kinaron ka sangam nhi hota, magar ek sath chalna b koi kam nhi hata; wo ankhain ek luta ghar hain jehan aansu nahi rehte, wo dil ek pathar hai jis dil main kisi ka gham nahi hota,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Facebook Pe Kisi Ladki Se Chat Karne Se Accha... . . . . Kisi Kutte Ko Patthar Maaro... Atleast Dhang Se Reply To Karta Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log apno ko bhula dete hai, bewazh apno ko hi rula dete hai, jo Diya raat bhar roshni deta hai... Subah hote hi wo usye bhi bujha dete hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS