Uski Yaad Me Tadaapti Rehti Hu Har Pal..
Koi Usse Kaho Mere Dilse Apna Naam Mita Jaaye..
Arsa Hua Hai Chaand Ko Dekhe Hue..
Koi Usse Kaho Apna Chehra Dikha Jaaye..!
Ishq Me Ji Gaya Koi Ishq
Me Mar Gaya Koi, Ishq Aag Ka
Dariya Tha Firbi Utar Gaya
Koi, Ishq Me Zakhmo Ka Kissa
Purana Hai, Zakhmi Kar Gaya
Koi To Zakhm Bhar Gaya Koi!
~☻~
AgaR
KiSi Ke"Saath AaP
MohaBBaT KaRte
Ho To
UnSe
AaP"ZaRa Si DuRiya
ZaRuR
Bana Ke Rakhna
> MeRe
PyaaRe"DoSTo ;~
> Kyo-Ki
Apni DhaDKan DiL Ke
Itne"KaQib HoKaR Bhi
Ek Din
To"Saath Chhod Hi Jati
Hai....~
Itna Pyar Dekar Gayi Ho Har Ghadi Yaad Aayega
Dil Se Dil Ka Rishta Ye Kaise Dil Se Mitaya Jayega
Har Ghadi Hum Karte Hain Jiska Intezar Aane Ka
Khuda Zarur Hume Unse Ek Na Ek Din Milayega.
Araj kiya hai
O gay apne sahar
Hame Akela choar kar
Unhe kya hai khabar
Din katta kis Kadar
Ati hai unki bahut yad
Chahe din ho ya rat
Apni hai y fariad
Ab jald ho mulakat
Wo lamhe humein yaad na rahe toh kya hoga
tere siva kuch bhi aabaad na rahe toh kya hoga
aisi hai yeh dil ki majbooriyaan kaise batau
inn saanson mein ab tera naam na rahe toh kya
hoga
Diwane The Jo Mujh Se Nata Tod Gye,
Khud Na Ruk Sake Apni Yade Chhor Gye,
Dukh Nahi Hai Par Gham Is Baat Ka Hai,
Wo Aankho Se Kiya Wada Lafzo Se Tod Gye.
Yaaden teri rakh di hai sambhalkar,
Dur kahi is dil se nikalkar.
Sab kuch to vapas le liya haiaapne dur jaakar,
in yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar..
Teri Zulfo Ke Lahrane Par Shayad Khuda Bhi Fida Hai
Warna Yu Bewaqt Hawayein Chala Nahi Karti
—
Dhal Rahi He Shabnami Raat Halke Halke
Aise Mein Na Jao, Na Wade Karo Kalke
Bistar Ki Salwto Se Maloom Hota Hai
Kaati He Tumne Bhi Raat Karwat Badal Badal Ke
Haatho ki lakeero me saja le mujhko.. Dil ke kisi koone me chupa le mujhko.. Kya pata zindagi kab sath chhod jaye mera.. Do pal ke liye hi apna bana le mujhko..!!
Jab bhi nazm-e-maikada badala gaya
ek na ek jam-e-hasin toda gaya
jab safina mauj se takra gaya
nakhuda ko bhi khuda yaad aa gaya
main ne cheda qissa-e-jaur-e-falak
jane q un ko pasina aa gaya
dekh kar un ke jafaon ka khulus
main wafa ke naam par sharma gaya
aap ab aayen hain aansu ponchane
jab mere daman pe dhabba aa gaya