• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • apno ne apno ko auro k liye rula diya, kya hua agar aapne hume bhula diya, akele tho hum pahle bhi the bas aapne hume ye ahsas bhi dila diya.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Waqt Guzrega Hum Bikhar Jayenge.. Kaun Jaane Hum Kidhar Jayenge.. Hum Aap Ki Parchaayi Hain Yaad Rakhna.. Jaha Tanhaai Mili Waha Hum Nazar Aayenge..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • aansuon ko palkon pe laaya na kijiye. dil ki baatein har kisi ko bataya na kijiye… log mutthi mein namak liye firte hain.. apne har jakhm dikhaya na kijiye!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uljhi Hoi Zaat Ko Apnany Ki Zid Na Karo Jo Na Ho Apna Usay Apnany K Zid Na Karo Is Samundr Ma Tofan Boht Aty Hain dosto Is K Sahil Pay Gher Bnany Ki Zid Na Karo
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapke missed call bhi kya baat hain, Aapke sms bhi din raat hain, Kabhi kabhi phone bhi kiya karo, Suna hain aapake awaaz mein bhi khas baat hain.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Khushiyon ka ek sansaar leke aayenge, Patjhad mein bhi bahaar leke aayenge, Jab bhi pukaroge pyaar se hame, Maut se bhi saansen udhaar leke aayenge!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Ka Haal Batana Nahi Aata Kisi Ko Aise Tadpana Nahi Aata Sun Na Chahte Hain Ek Baar Aawaz Aapki Magar Baat Karne Ka Bahana Nahi Aata
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Log Kehte Hain Har Rishta Nibhana Mushkil Hai Dilme Jo Bas Jaye Use Bhulana Mushkil Hai.. Hum Kehte Hai Pyar To Sirf Ek Ehsaas Hota Hai.. Par Us Ehsaas Ke Saath Zndgi Guzarna Mushkil Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Dil Mein Jo Aaya Woh Likh Diya Kabhi Milan Kabhi Judai Likh Diya Dard-E-Muhhabat Ke Siva Shayari Hai Toh Hai Bhi Kya Jaana Tera Naam Pe Ghazal-E-Zindagi Likh Diya
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Me use rakhu Dil Me Dharkan ki trha Wo b Apni Ankh ka kajal Bana le muje Mai Chahu Wo sirf meri hi rahe Wo B Apni Zaat ka Qaidi Bana le muje.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jaan Kahkar Jaan Le Gaye, Wo Aþna Kah Kar Jahaan Le Gaye, Hum To Chal Diye The Unke Sath, Magar Wo Jannat Ke Bahane Shamshan Le Gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Badla jo wakt ghahri rafaaqat badal gai, Suraj dhahal to saaye ki surat badal gai. Ek muddat tak mein uski jaroort bana raha, Fir yu hua ki iski jarurat badal gai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uski Yaad Me Tadaapti Rehti Hu Har Pal.. Koi Usse Kaho Mere Dilse Apna Naam Mita Jaaye.. Arsa Hua Hai Chaand Ko Dekhe Hue.. Koi Usse Kaho Apna Chehra Dikha Jaaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • hoy2 2mi r asbe na fire, bashbe na valo, ager moto kore....! ki cilo amar oporad, deye gele amar mone e2 bro agat....!! bultaki cila amr, naki cilo 2mar...! hoy2 2mi janbe jedin thakbo na 2mar pashe ami seydin...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Ko So Baar Aajmaya Hai Humne, Har Baar Mout Ko Hi Kareeb Paya Hai Humne, Chot Khane Se Kab Baaj Aate Hain Hum Bhi, Toote Dil Ko Aaj Fir Lagaya Hai Hamne…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Faasle hote nhi banaye jate hai milo dur rahkar riste nibhaye jate hai Dikhawe se jindagi nhi chalti kyoki kuch rishte bharose se nibhaye jate hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "Jindgi ka sabse pyara sach". "Life me kabhi usse pyar mt karo,jo duniya me bahut sundar ho"balki "usse pyar karo jiske karan aapki duniya sundar ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • I Always Lose Control When You Are By My Side, You Have Become The Light Of My Life, I Always Enjoy The Time I Spend With You, I Think I’m Falling In Love With You!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Uzdi Hui Dunia Ko Tu Abaad Na Kar, Behte Hue Lamho Ko Tu Yaad Na Kar, Ek Kaid Prinde Ka Hai Tumse Yahi Kehna, Me BhooL Chuka Hu Udna Muje Aazad Na Kar.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS