• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Aap Ko Milne Ka Man Kar Raha Tha, Mann Ko Samjhaya To Dil Tarapne Laga. Dil Ko Bahlaya To Aankhe Ro Pari, Unhe Chup Karaya To Saanse Bol Pari I Love You.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Riste wo nahi jisme Roj baat ho! Riste wo bhi nahi jisme har Roz saath ho! Riste wo bhi hai jisme kitni bhi duriyaa ho! Lekin hamesha AAP ki yaad ho...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya pata kis se milne ko tarsta hai, Na jane kiski yaad me tadpta hai, Kambkht dil ki bewafai to dekho, Sine me reh kar humare, kisi or k liye dhadkta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Teri berukhi ko bhi rutba diya humne. Pyar ka har farz ada kiya humne. Mat soch ke hum bhool gaye hain tuje. aaj bhi khuda se pehle tuje yaad kiya humne.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zubaan Khamosh Ankhon Me Nami Hogi, Yahi Bas Meri Ek Dastan-E-zindagi Hogi Bharne Ko Toh Har Zakham Bhar Jayega Kese Bharegi Wo Jagah Jaha Teri Kami Hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Wo roye to bahut, par mujhse muh mod kar roye,Koi majburi hogi to dil tod kar roye,Mere samne kar diye mere tasveer ke tukde,Pata chala mere piche wo unhe jod kar roye
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kya ye bhi zindagi hai ki rahat kabhi na ho aisi bhi to kisi se mohabbat kabhi na ho wada zarur karte hain aate nahi kabhi phir ye bhi chahate hain shikayat kabhi na ho sham-e-visal bhi ye tagaful ye berukhi teri raza hai mujhko masarrat kabhi na ho ahabab ne diye hain mujhe kis tarah fareb mujhasa bhi koi sada tabiyat kabhi na ho
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Woh dil tode fir bhi dil hoye na unse khafa Woh saath chhode fir bhi dil kare hai unse wafa Pyar ke ilzaam mein na jaane kaun si lagegi dafa Saja ho ya bari ho nahi hogi dil ko koi nafa.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aao Neend Ki Aaghosh Main Phir Mulakaat Karain Is Jahaan Say Us Jahaan Tak Ka Faasla Ik Lamhay Main Paar Karay Teri Aankhein Jo Bandh Ho Gaee Is Jahaan Say Chalo Yehi Rah Ikhtiyaar Karay Jhilmilatay Taaro Kay Saath Aao Phir Say Tumhain Yaad Karay Neend Ki Aaghosh Main Aik Mulakaat Karay.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Barso Guzar Gaye Rookar Nahi Dekha.. Ankho Me Neend Thi Sookar Nahi Dekha.. Wo Kya Jaanenge Dard E Mohabbat Kya Hai.. Jisne Kabi Kisi Ka Hokar Nahi Dekha..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Hume sabne kaha tha ke mat karna unse pyar, fir bhi dekar tujhe mohabbat khata ho gai humse yaar, jo kiya hota tune ushi vakt inkar,to aaj yu na baithe hote hum apna sub kuch haar...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kaash dilse dil ki doori na hoti, Hamari koi majboori na hoti, Aapse milne ki tamanna hai, Par kehte hain ke har tamanna poori nahi hoti...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kareeb rehne ki chah toh hume bhi thi, Par na jane kyun faasle hi darmiyan aaye, Marz ki dawa toh le lete hum bhi, Par na jane kyun zakhm nazar hi nahi aaye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Pyar Us Se Karo Jo Tumse Pyar Kare.. Khud Se Bhi Jayada Tum Par Aitbaar Kare.. Tum Bas Ek Bar Kaho Ki Ruko Do Pal.. Aur Wo Un Do Palo Ke Liye Puri Zndgi Intezaar Kare..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zinda Hu Main Mgar, Jeene Ki Koshish Kr Rha Hu Main, Is Jeene Ki Koshish Me, Bar Bar Mar Rha Hu Main. Jee To Skta Hu Mgar Bhool Kr Tumko. Mar Rha Hu Bar Bar, Kyunki Tumhe Yaad Kr Rha Hu Mai
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zindagi Insan Ki Ik Dam Ke Siwa Kuch Bi Nahi Dam Hawa Ki Moj Hai, Ram Ke Siwa Kuch Bi Nahi Gul, Tabasm Keh Raha Tha Zindagani Ko Mgar Shama Boli, Garya-e Gham Ke Siwa Kuch Bi Nahi Raaz-e Hasti Raaz Hai Jab Tak Koi Mehram Na Ho Khul Gya Jis Dam To Mehram Ke Siwa Kuch Bi Nahi Zayreen-e Kaaba Se Iqbal Ye Pochye Kia Haram Ka Tuhfa Zamzam Ke Siwa Kuch Bi Nahi?
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • pyaar or dosti me race ho rahi ho to kon jitega? Ans:koi nai why: bcoz dosti hamesha samjota kr leti hai, or pyar hamesha kurbani de deta he.
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kabhi Hausla Aazma Lena Chahiye, Bure Waqt Me Muskura Lena Chahiye, Jab Saat Din Me Bhi Khujli Naa Mite To, Aathve Din Achhe se Naha Lena Chahiye...
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS