meri janib se nigah-e-shauq ke betabiyan
yar ke janib se aagaz-e-sharart ke maze
yaad hain wo husn-o-ulfat ke nirali shokhiyan
iltamas-e-uzr-o-tamahid-e-shikayat ke maze
sehaten lakhon meri bimari-e-gam par nisar
jis mein uthe barha un ke ayadat ke maze
MOHABBAT KA MATLAB INTEZAAR NEHI HOTA,
HAR KISI KO DEKHNA PYAAR NEHI HOTA,
U TO MILTA HAI ROZ MOHABBAT-E-PAIGAM,
PAR PYAAR ZINDGI ME BAR BAR NEHI HOTA.
दिल नहीं लगता आपको देखे बिना;
दिल नहीं लगता आपके बारे में सोचे बिना;
आँखें भर आती हैं यह सोच कर;
कि किस हाल में होंगे आप हमारे बिना।.....
I lb u all fan
Lekar hum dusro ki hasi kya karen,
jo nahi apni wo khushi lekar kya kare,
tanha jeene se behtar hai mar jaye
hum,
par koi apni duaon me hamari lambi
umar mang rakha hai to hum kya kare
Ye duniya mohabbat ki dushman ho gai hai,
Mohabbat ab dosto kitabo me rahgai hai.
Wo din beet gaye jab log pyar me jan diya karte the,
Ab to husn ki pyasi duniya rah gaihai.
Koi nahi sunta kisi ke dil ki sada,
Sabko dilon se khelne ki aadat si ho gai hai...
Jis per hamari aankh ne moti bichaaye raat bhar
Bhaija wohi kaaghaz usay, ham ne likha kuch bhi
nahi
do chaar din ki baat hai dil khaak mai so jaaye ga
jab aag per kaaghaz rakha baaqi bacha kuch bhi
nahiiii
College Ki Galiyon Mein,
Ajeeb Khel Hota Hai,
Class Ke Bahaane Dilon Ka,
Mail Hota Hai,
Notes Ki Jagah Pyar Hota Hai,
Isiliye Pappu Har Saal Fail Hota Hai…
Hum tanhaiyon se nahin,
Mehfil mehsion se dartein hain,
Hum zamane se nahin,
Apne aap se dartein hain,
Yun to bahut kuch khoya hai humne,
Par najane kyon aapko khone se dartein hai…